Fathima0118's Reading List
6 stories
Halaal Love by Panda-licious
Panda-licious
  • WpView
    Reads 620,182
  • WpVote
    Votes 26,186
  • WpPart
    Parts 54
Everyone is given a choice in love. To take it seriously or not. To make it Halal, or Haram. Habibah, a twenty two years old Muslimah is being pressured by her mother to take her life into a completely new stage, that is marriage. Her mother pressures her to the extent that Habibah is almost engaged to her own childhood friend, to which, of course, she rebuke. Hence, her mother makes a deal with her that she shall find a husband before her twenty third birthday next month. Who could that man be? Will they ever get married? Pandalicious271© E.N.H
Yaqeen  by chocfa
chocfa
  • WpView
    Reads 191,240
  • WpVote
    Votes 9,319
  • WpPart
    Parts 47
A journey of Two people who were broken. Ahil Raza & Hoorain Ahmad Kabhi kabhi humara guzra hua kal humare ane wale kal ko bhi khaa jata he. Hume khul kar urne se rok deta he. Kya kisi shakhs ka saath aap ko aapke guzre hue kal se azaad kar sakta he? _________ "Chalo yaha se" "Nahi jaana mujhe." "Hoorain main tumhe akhri dafa keh raha hoon" "Aap ne jo karna he kar le MAIN NAHI UTHU GI" "As you wish!" Aur use pata nahi chala tha kab use un mazboot bazuon ne utha liya tha.
Faasla-e-Deewar  by chocfa
chocfa
  • WpView
    Reads 79,857
  • WpVote
    Votes 4,496
  • WpPart
    Parts 34
"Woh muskurahat bhool hi nahi paata main,woh chehra mere samne se hat ta hi nahi..." "Mohabbat ho gai he usse?" "Nahi. lekin agar phir woh muskurahat mere samne ayi to lagta he ke ho jae gi...." __________ "Itni jaldi haar gai usse?" "Usse nahi hari....Khud se haar gai hun" __________
Tu woh chaand  by chocfa
chocfa
  • WpView
    Reads 28,073
  • WpVote
    Votes 1,596
  • WpPart
    Parts 29
Zaryan Saeed & Seherunnisa Afnan Kuch rishte aap ki zindagi me ek thande hawa ke jhonke ki tarah aate hain aur kabhi do pal ka sakoon de kar chale jate hain to kabhi zindagi bhar ka gam de kar ke... __________ "Baba is diary me kya he?" Usne pucha to usne apne chehre ke tassuraat badle bagair jawaab diya. "Kuch adhure khuwaab hain" _______ "Main us time se yahan betha hun aur aap mujhe ignore kar rahi hain that's not fair!" "Bhai aap hain kon mere peeche kyun par gaye hain?!" Woh tang aa kar boli thi. "Astaghfirullah! Ignore kar len magar bhai to mat kahen" ______ "Zindagi bohat dhokebaaz hai ek umeed deti hai phir sab wapis le leti hai." Ek ansu uski ankh se gira tha aur najane kitne uske andar. "Aap akele to nahi hain....." Woh chota sa haath jisne uske mazboot haath ko aaj kamzor parne se rouka tha. ________ Just a little warning: it's an emotional rollercoaster so buckle up!
Iztiraar by chocfa
chocfa
  • WpView
    Reads 50,217
  • WpVote
    Votes 2,963
  • WpPart
    Parts 37
Zindagi ke safar me insan kab kisse takra jae pata nahi chalta Amyra Sikandar bhi nahi jaanti thi ke uska safar use kahan le jae ga... _______ "Thori der ke liye tumhe meri har baat per sar hilana ho ga jaisa main kahun ga tum sar hilayi jao" "No main kisi ki baat pe sar nahi hilati" "Agar yahan se nikal na hai to meri baat mano!" Uski sakhti per usne behes karna chahi magar kar na payi. _________ "Tumhe apni manzil pe pohonchna hai aur mujhe is sab jaan churwani hai aur maze ke baat yeh hai ke hum dono ke paas is drame ke ilawa koi option nahi" "Tum khiske hue ho ya waise hi bakwas kar rahe ho? NIKAH KA KEH RAHE HO TUM" Woh beyaqeeni se use dekhtu reh gayi aur woh bezaar sa wahan khara raha. __________
Ho Sake Toh Rehna Tum Saath Mere... by ghostof_kia_
ghostof_kia_
  • WpView
    Reads 22,510
  • WpVote
    Votes 2,797
  • WpPart
    Parts 27
How easy it is to let go of things that the heart wants to stay? Is only love enough to heal the brokenness we carry with us? "We carry these things inside us That no one else can see; They hold us down like anchors, They drown us at the sea !" ********** PS. The story contains mentions of PTSD and descriptions of sexual harrasment, depression and other such themes. Kindly skip or avoid if you're not comfortable with it.