makeurnightwithme22's Reading List
8 stories
شاعری by Mobibutt
Mobibutt
  • WpView
    Reads 2,600
  • WpVote
    Votes 111
  • WpPart
    Parts 21
شاعری میرا جنون.. میرا عشق..میری دیوانگی..
KHIZA MAIN PHOOL by zahaakhan
zahaakhan
  • WpView
    Reads 492
  • WpVote
    Votes 27
  • WpPart
    Parts 4
I hope aap ko meri story achi lagegi..😍🤗😘
چھوٹی سی زندگی by zunaira_maham
zunaira_maham
  • WpView
    Reads 31,481
  • WpVote
    Votes 1,730
  • WpPart
    Parts 15
یہ کہانی ہے دو اجنبیوں کی۔۔۔ جن کی نظر میں صرف ایک وہی مشکلات میں ہیں اور کوئی نہیں ۔۔۔ وہی ایک مشکل زندگی گزار رہے ہیں اور باقی سب۔۔۔؟ باقی سب تو اپنی اپنی زندگیوں میں مگن ہیں۔۔۔ یہ کہانی ہے سبق کی اہمیت کی جو زندگی ہمیں ہر لمحے سکھاتی ہے۔۔ یہ کہانی ہے ان مشکل وقتوں کی جو زندگی بنا پوچھے ہمارے منہ پر دے مارتی ہے۔۔۔ ۔ Ranked no.1 in Urdu {6. JULY. 2018} Ranked no.1 in Shortstory {6. JULY. 2018} Ranked no.1 in Friendship {6. JULY. 2018} Ranked no.1 in lovestory {6. JULY. 2018} Ranked no.1 in Love {8. JULY. 2018} Ranked no.2 in Romance {18. AUG. 2018} NOTE: DO NOT COPY THIS STORY AND DO NOT POST THIS ON ANY WEBSITE WITHOUT MY PERMISSION...
Aaj ka Shair - آج کا شعر by AsterAnemone
AsterAnemone
  • WpView
    Reads 2,550
  • WpVote
    Votes 323
  • WpPart
    Parts 50
Rozana kitnay ashar zehen k pardy per ubherty or mite'ty rehty hen. Roz koi shair zehen ki deewaron per chipak sa jata hey kay lakh sir jhatak lo us ki bazgasht peecha nehin choorti. Isi liyeh Aik shair K naam say yeh collection shuru ki hey k kaanon main goonjnay waly Misron aur Ash'aar ko sab say share keron.
Zarra e Hayat  by MGthewriter
MGthewriter
  • WpView
    Reads 1,080
  • WpVote
    Votes 94
  • WpPart
    Parts 20
A collection of Urdu poems based on the situations of our lives. Bhikar gaya woh Zarra e hiyaat jo Aashna hua hiyaat se... All rights reserved by Renny Baloch
اُسکی آنکھوں مِیں مِیرا عکس تھا۔ by Shazmaamir19
Shazmaamir19
  • WpView
    Reads 39,965
  • WpVote
    Votes 2,051
  • WpPart
    Parts 10
پیشِ لفظ :-- شروع اللہ کے نام سے جو بہت مہربان اور نہایت رحم والا ہے ۔ تمام تر لازوال اور بے مثال تعریفوں کے لائق ہے ۔ وہ پاک ذات جو تمام جہانوں کا خالق و مالک ہے ۔ ڈیر قارئین :- السلام علیکم !! یہ میرا پہلا ناول ہے ۔ امید کرتی ہوں ۔ آپ سب کو پسند اے گا ۔ یہ کہانی ہے ۔ رشتوں کی محبت کی ، خلوص کی ، دو مختلف زبانوں کے لوگوں کی ، انسانیت کی ، آزمائش کی ، صبر کی ، خوشیوں کی ، اللہ کی محبت کی ، انسانوں کے رویوں کی ، اچھائی کی ، برائی کی ، تربیت کی ، دوستی کی ۔۔۔۔۔ انسان کے اپنے سچے عکس کی ۔۔۔۔۔۔۔ _________. Mein bht jald is novel ko har jagah se hata don gi 😊 mein isy phir se likhne ka iradah rkhti hun ... Kyun keh is novel ko mein ne aek app ke zariye roman se urdu mein convert kia tha tu is mein bht se jhol aur ghltiyan hein jo ap log shyd meri pehli tehree hone ki wajah se nazrandaz kr ke isy na sirf sarhate hein balkeh apni raie bhi mujhe be had ache ilfaz mein dete hein .. Mera ye novel 10/11 website aur beshumar fb grps mein bhi aur is ke ilawa pta nhi kahan kahan publish hua hai kahi meri ijzat se kahi apni mrzi se ... Khair .... Mein isy phir se mazeed bhtr banon gi in shaa Allah jald 🌸 JazakiAllahu khairun !! Update :: 1-7-2022😇 Jo parh raha pr ly ... Dec ke bad ye novel ap ko parhne ko nahi mile ga 😇 ...... ___________________ ___________...
Wafaye ishq. #Completed ✔️ by frozenRose3112
frozenRose3112
  • WpView
    Reads 13,264
  • WpVote
    Votes 643
  • WpPart
    Parts 7
Highest ranking:#1 in short story Completed Kya kisi ki mohabbat itni gehri ho sakti hai , ke dunya ke har rasm-o-rawaj ko tor kar nibhaayi jaaye....!? Kya sarah ke pyar main itni taqat thi, jo Wahab ko saat samandar paar kheench le. Ek aisay ishq ki kahani jis ki wafa ke liye Wahab ne apna sub kuchh qurban kar diya. Not Edited
Sazaye  ishq. سزائے عشق  Completed ✔️ by frozenRose3112
frozenRose3112
  • WpView
    Reads 162,908
  • WpVote
    Votes 10,505
  • WpPart
    Parts 81
Sazaye ishq 1 ( completed✔️) Sazaye ishq 2 ( completed)✔️) Sazaye ishq ,jazaaye shabaab hasti asst Nigaar e yaar , figaar e jigro masti asst Visaal e yaar , jamaal e rukh o lub tishna Hijr e yaar , hijr e giraa'n ba hasti Ishsq... Ek aisi larki ki kahani jo baaqi har larki ki tarhaan apni zindagi ek azaad panchhi ki tarhaan guzaarna chahti thi. Par ek haadsay ne us say us ki sub khuahishain chheen lien , aur uskay har khuaab ko ek bura khuaab bana diya. Par paanchh saalon baad us ka maazi uskay saamnay aa jaaye , to wo kya karay gi. ? .......................... " main tumhain phir se keh raha hoon Ayat doosaray larkon se ghulna milna bund kardo .. Mujhay pasand nahi hai ye sub" mateen ne gussay se Kaha. " mujhay jo karna hai main wo karoongi , tum hotay kon ho mujhay roknay walay aur chhoro mera haath " Ayat ne uske haath se apni kalaayi chhurane ki koshish ki lekin mateen ki giraft aur mazboot ho gayi aur usnay apna doosra haath Aayat ke pichhli gardan pe rakh kar usay apni taraf kheencha . Ab unke darmyaan kucch hi inches ka faasla tha aur Ayat apne chehre par uski saansain mehsoos karne lagi. Aayat ki aankhon main khauf ki lehrain bhar aayi thien. Wo heraangi se Mateen ki shola baar aankhon main dekhnay lagi. "Tum sirf meri ho Ayat .... Sirf meri . Aur agar aainda mainay tumhain Haadi ke saath dekha ... Tum soch bhi nahi sakti ke main kis had tak jaa sakta hoon" Mateen ne gehri awaz main ek ek lafz daba kar kaha tha aur Ayat saktay ki si kaifiyat main aa gayi thi. Ye Keh kar wo usay wahien saktay ki haalat main khara chhor kar waapis chala gaya.aur wo wahien usay jaata dekhti reh gayi. ..................,,,,,,,,........... Ek aisay ishq ki kahani jis main ek Aashiq ne apni hi mohabbat ko barbaad kardia Humari urdu/hindi ko ek moqa dain #sazayeishq #rukhsar048 #missiondesi Highest ranking #1 in General fiction #1in Romance many times First updated 14 May 2016