Namjoon Chale Sasural
Namjoon: Roz roz tinde, lauki aur kaddu khake pakk gaya hu main. Kuch aur banana bhi aata hai tumhe? Jin: Jo Paneer Tikka ungliyaan chaat ke khaate ho woh toh tumhari amma banati hai na? 😒 Namjoon: Tumhari itni himaat? Dafa ho jao yaha se 😡 Jin: Jaha meri izzat nahi, waha main nahi reh sakta😔. Main chala apne mayk...