ChanderaArYa
- Reads 3,059
- Votes 202
- Parts 15
Please mann ho tabhi pade
Varna apna kimati Waqt barbaad na kare
Dhanyawaad
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Kuch rishte Jab apne lagne lagte hai na tabhi saath chhod jaate hai humesha ke liye
Kuch Rishton ki umar hi kuch Waqt tak ki hoti hai
Har baar mere saath hi kyun
Shayad koi or hoga jo tere liye tha par qismat ki wajah se tera or uska saath uss Waqt hi nahin likha tha
Har jagah dhundh liya lekin khushiyaan mili hi nahin
Kisne kaha ki khushiyaan dhundhne se milti hai
Khushiyaan toh khud b khud aa jaati hai apne Waqt par
Haar gayi main Haar gayi na ek achchi beti bani, na hi ek achchi dost or ab toh ek achchi wife bhi nahin ban paayi main
Shayad sab sahi kahte hai panauti hun main
Nahin tu panauti nahin mera...........