HIGHLY ADDICTION 🤌🥹
2 stories
𝑺𝒐𝒛 𝑬 𝒀𝒂𝒒𝒆𝒆𝒏 by moonxpastelstar
moonxpastelstar
  • WpView
    Reads 10,335
  • WpVote
    Votes 376
  • WpPart
    Parts 16
شہریار سکندر ✦❃✦زرنیش عباس Story of Shehryaar Sikandar khan and Zarnish Abbas Do logo ka safar, safar bhi esa yaha raasto pe chalna asaan nah tha... Safar e yaqeen Safar e nafrat, Safar E Mohabbat.... "Bikray huwe rishte, Bikray huwe raaz, maazi ka haqeeqat se taluk, anjaan se jaan tak ka safar, rishto ki buniyaad, sach ka safar, pachtaway" .. "Ye woh safar hai jaha aj kya tou kal kya, ye koi nahi janta tha mehaz itafakan porane rishto ki buniyaad.... Dono anjaan khas tor pe na na anjaan thy ke milne ke baad razo ka khud ba khud zahir hona..." "Ye baazi thi tou nafrat ki lekin mohabbat ne apni jaga khud bana kar ek khoobsoorat iktitam kar liya.... " ●●●●●●●●●●●●● "Apko pata hai ek do din kese hote hain bilkol sadiyoñ jese woh kese pata hai kyu ke mujhe apki adat hogayi hai ab apke Bagair ek lamha nhi raha jata " "Tum niche uthar rhi ho ya mai naraz hojaon ga" "Mai mana lun gi" "Mai tab bhi nhi mana tou" "Tou mai naraz hojaon gi" ✦✦✦✦ ❝Zabardasti haq nahi jitaye jaty❞ ❝Tabhi apko sb dhoka de jaty❞ 🖇️🖇️🖇️🖇️ ❝Tumne mujhe samjha hi kb hai❞ ❝Samjha hai❞ ❝Hn humesha galat hi tou samjha hai mujhe!❞ Join the Journey Of SHEHRYAAR and ZARNISH to know about them 🌺 Language:.Roman urdu 📍 TRIGGER WARNING ⚠ ‼️Abusive (language, physically) ‼️Uses of weapons (such as gun, knife) ‼️Harassment ‼️Cyber crime (use of threats) Hey, my rebellious friends! Let's talk about something crucial: plagiarism. It's like stealing the fire of someone else's rebellion, and that's a major betrayal of creative spirit. So, let's honor the rebels who came before us by giving credit where it's due. Let's keep our rebellion authentic and true, and show the world the power of originality! Stay rebellious, stay inspired, and keep fighting for what matters! «Remember, creativity flourishes when it is nurtured
ʀᴀᴀʙᴛᴀ√ by moonxpastelstar
moonxpastelstar
  • WpView
    Reads 18,639
  • WpVote
    Votes 472
  • WpPart
    Parts 13
Kitne ajeeb hote haina hum insaan dekhi sunni batou pe yaqeen Kar bethte hain chahe phr woh pori tarah sahi sabit na ho Esi hi ye ek kahani hai Amira ki kese woh ek azzab yani nafrat mai khud se juri qimti cheez kho bethi. A story of realization, love, heartbreaks, struggle and bonding. ♡ᴊᴏɪɴ ᴛʜᴇ ʙʟɪssғᴜʟ sᴛᴏʀʏ ᴏғ ʟᴏᴠᴇ♡ 𝚆𝚒𝚝𝚑 ↦𝒁𝒂𝒚𝒅 ↦𝑭𝒂𝒂𝒛 ↦𝑨𝒎𝒊𝒓𝒂 ↦𝒁𝒐𝒉𝒓𝒂 ... "Nahi zayd mai nhi bata sakti mai toot jaon gi zayd" Woh roo ke bolne lagi uske chehre pe saaf saaf dar tha dar tha kyu ke usne woh Sab dekha tha ... " mohabbat ke hatho phr se dhoka khane wali thi tu Amira kitni bewakof hai tu kese un logo ki mohabbat pe yaqeen kr bethi jo khelte hi khoon se hain " .. "Amira meri baat tou sunno" Woh kehta reh gaya lekin woh ja chuki thi. kho betha tha ye Apni Amira ko, is dard e dil ke sth samandar ke kinare bethe woh khoob roya. ... "badal diya hai tumne khud ko" "badalna zindagi ka dastur hai Ami Khair mai ab chalta hun sham mai milte hain" Itna kehta woh waha se ja chuka tha ... "ap se Matlab" Usne usko ankhe dikhaye kaha "sare matlb mujh se hain ab bolo" Woh bhi uski ankho mai dekhe bola ... "kya kar rhe thy tum Faaz" "Apna ghr basane laga tha socha apki daal tou fihaal galne se rahi isliye apni gala lun" "Sharam nahi aati na tumhe" Zayd ne uski taraf pen phekte kaha "yarw bhai kya mai acha lagun ga sharam ka khel khelte huwe" Zayd ka pheka huwa pen caught krte usne jawab diya ...