amnnbrar21
- Reads 2,211
- Votes 40
- Parts 41
"Ek anjaani mulaqat... do bilkul alag duniyaan... aur ek kahani jo kisi ne sochi bhi nahi thi.
Shubman Gill - India ka rising cricket star, jiski zindagi discipline, family aur cricket ke ird-gird ghoomti hai.
Sara Tendulkar - ek confident, kind aur independent ladki, jo apne sapno ke saath apni alag pehchaan banana chahti hai.
Jab kismat unhe baar-baar aamne-saamne laati hai, to shuru hoti hai ek safar dosti, takraar, emotions aur pyaar ka. Lekin kya unka rishta har mushkil aur har galatfehmi ka saamna kar payega?
Yeh sirf ek fictional fan story hai. Iska kisi bhi real person ki asli zindagi ya ghatnaon se koi sambandh nahi hai.