_Chhaya_
𝐕𝐚𝐥𝐥𝐚𝐛𝐡𝐠𝐚𝐝𝐡 𝐄𝐤 𝐄𝐬𝐚 𝐑𝐚𝐣𝐲𝐚
𝙅𝙖𝙝𝙖𝙣 𝙟𝙚𝙚𝙫𝙖𝙣 𝙠𝙚 𝙙𝙝𝙖𝙖𝙜𝙚 𝙚𝙨𝙚 𝙪𝙡𝙟𝙝𝙚 𝙝𝙖𝙞 𝙠𝙞 𝙠𝙤𝙣 𝙠𝙞𝙨𝙠𝙞 𝙠𝙖𝙩𝙥𝙪𝙩𝙡𝙞 𝙝𝙖𝙞,𝙠𝙤𝙞 𝙣𝙖𝙝𝙞 𝙟𝙖𝙖𝙣𝙩𝙖
Rudraangi : humai itna bada dhokha dene se pehle ek shand bhi nahi socha aapne
************
Mohini : vachan dijiye Rajkumari aapke sthaan per hum baithenge
*************
Keshav : ye hatya humne nahi ki , aur iska pachtava humai sadaiv rahega
𝙎𝙖𝙙𝙞𝙮𝙤𝙣 𝙨𝙚 𝙘𝙝𝙖𝙡𝙞 𝙖𝙖 𝙧𝙖𝙝𝙞 𝙙𝙝𝙖𝙖𝙧𝙣𝙖𝙮𝙚𝙣 𝙟𝙤 𝙨𝙧𝙩𝙞 𝙗𝙝𝙚𝙚𝙩𝙖𝙧 𝙨𝙚 𝙩𝙤𝙙𝙩𝙞 𝙝𝙖𝙞
Maharaj: humari putri hai wo senapati,hum jo chahege karenge
Rudra : putri hai aapki, sultaan ko dene ke liye koi uphaar nahi
Maharaaj : stri hai ! raaj-kaaj mai stri ka mol usi wastu ke samaan hai jo sambandh aur sandi hetu uphaar swarup "bhet ki jaati hai "
***************
Rudra : humare haat mai talvaar to hai perantu wo mukut nahi jo tumhari suraksha ker sake raajkumari
𝙎𝙝𝙖𝙙𝙮𝙖𝙣𝙩𝙧𝙤𝙣 𝙪𝙧 𝙖𝙙𝙖𝙢𝙗𝙧𝙤𝙣 𝙠𝙖 𝙘𝙝𝙖𝙠𝙧𝙖𝙫𝙮𝙪𝙝
{Karagaar mai band rudraangi}
Mahamantri : peedha ho rahi hai
Rudraangi: Sher ghayal bhi ho to kutte uska kuch nahi bigaad sakte
Mahamantri :itna krodh, "khel to abhi prarambh hua hai raajkumari"
Abhi to darpan ki bhanti tukde -tukde karege tumhare
Rudraangi : smaran rahe, yadi tute hue darpan ke tukde tak vyakti ko ghayal ker sakte hai to socho, "tuti hui stree kya kar sakti hai "
𝙆𝙮𝙖 𝙩𝙤𝙙 𝙥𝙖𝙮𝙚𝙜𝙞 𝙍𝙪𝙙𝙧𝙖𝙖𝙣𝙜𝙞 ?
𝙅𝙖𝙖𝙣𝙣𝙚 𝙠𝙚 𝙡𝙞𝙮𝙚 𝙥𝙖𝙙𝙝𝙞𝙮𝙚, 𝗗𝗔𝗥𝗣𝗔𝗡.......
𝗕𝘆 𝗰𝗵𝗵𝗮𝘆𝗮