zuhamariyam07's Reading List
1 story
Noor - e - safar  by author_imxya
author_imxya
  • WpView
    Reads 888
  • WpVote
    Votes 207
  • WpPart
    Parts 5
Ek khwab , ek safar , ek Mohobbat jo rooh tak Utar jaye ... "Noor-e-safar" ek kahani hai , ek aise safar ki jahan khwabon ka roop haqeeqat ban Jaata hai , aur Dil ka Noor Allah ki rehmat se raasta dhoondta hai . ZOYA UMAR - ek self made aur confident ladki - Pakistan se Istanbul tak ka safar Tay karti hai , apne sapno ko pura karne ke liye . Uski duniya sirf kitabein aur khwaabo tak simit thi . Zoya ke liye Mohobbat sirf ek jazba nahi hai , Ibadat hain - aur Ibadat Bina yaqeen ke puri nahi hoti . AHAAN MIRZA - ek smart aur soulful ladka , jo dikhne mein cool hai Lekin andar se kaali . Wo ek medical student hai Lekin Dil se musician . Charming smile , deep eyes magar har baat mein ek chhupa huwa dard . Lekin kya donon ki Manzil ek heen hogi ? Kya khwaabon ki manzil hoti hai ? Yah safar sirf rooh tak simit hoti hai ? Kya ahaan ka junoon se Bhari mohobbat zoya ke Dil mein bharosa ka Ehsaas jaga Payegi ?