kainat_zulfiqar
- Reads 369
- Votes 34
- Parts 20
---
"Kuch raaz sirf waqt ke saath khulte hain... aur kuch, sirf tab jab tum khud kho jao."
Ayezel ek haweli mein akeli rehti hai-kamre, raaste, aur ek band hisa jo kabhi nahi khulta. Har raat ek ajeeb khushbu use sulane aa jati hai, aur jab subah aankh khulti hai, sab kuch theek hota hai... itna theek, ke jaise kuch hua hi na ho.
Lekin jab ek naam samne aata hai-"RaaZmir"-sab kuch badalne lagta hai.
Ek kahani jo sirf ek musafir ki nahi, ek khoi hui pehchaan ki bhi hai.
---