Singhjeet786
Jab ek mysterious Ring aasman se gir kar sab kuch tabah kar deti hai, MC ki zindagi pal bhar mein badal jaati hai.
Ek unknown portal usse ek ajeeb, suna-suna planet par le aata hai - ek aisi jagah jaha monsters ghoomte hain, log gaayab ho chuke hain, aur survival hi sabse badi challenge hai.
Bechain, akela aur dar ke beech, MC ko apne pehli deadly fight ka saamna karna padta hai.
Lekin maut ke bilkul kareeb... Ring apna pehla raaz kholti hai.
Kya Ring uski dushman hai, ya uski sabse badi power?