sabihaasheikh's Reading List
11 stories
Chupi Mohabbat (ON HOLD)  by happyfairy7
happyfairy7
  • WpView
    Reads 9,844
  • WpVote
    Votes 737
  • WpPart
    Parts 85
"Chupi Mohabbat" teen jodon ki kahani hai, jismein har ek apni mohabbat mein alag mushkilein jhel raha hai. Pehli kahani mein ek aadmi hai jo sabse durr ho gaya hai lekin ek aurat se chupke mohabbat karta hai. Wo uska anjaan saya ban jata hai, usse phool aur khat bhejta hai magar apni shanakht chupata hai. Apni sachi mohabbat ke bawajood, wo apni pehchaan zaahir karne mein mushkilat mehsoos karta hai, iss tarah se wo uske pyaar ki gehrayi se be'khabar rehti hai. Issi dauran, ek dilchasp aur khoobsurat videshi uss ladki se pehli nazar me pyaar kar baithta hai jiski shaksiyat uss parchayi jaise aashiq se bilkul mukhtalif hai. Ye bahot hi khulle tareeqe se apne pyaar ka izhaar karta hai, lekin ye jaane baghair ke uss ladki ke dil mein kisi aur ki yaadein ab bhi basti hain jo uski pehli aur sacchi chupi mohabbat hai. Dusri kahani mein, ek rahem dil maalik apni shokh assistant se apne jazbat chhupata hai. Woh dusron se mazak aur flirt karna pasand karti hai lekin asal rishte se darti hai. Dono ke darmiyan mazboot rishta hone ke bawajood, wo apne aap se usse durr rakhti hai kyunki usse rishte banane se darr lagta hai. Wo usse beintehaa mohabbat karta hai aur ye baat sacchi hai jaante hue bhi wo usse durr bhaagti rehti hai. Teesri kahani ek naujawan dulhan ki hai jo apne shohar se unki shaadi se pehle se hi pyaar karti thi, magar uska shohar iss rishte ko bojh samajhta hai kyunki wo zabardasti shadi ke bandhan mein baandh diya gaya tha. Wo usse mohabbat karti hai lekin wo apne jazbaat se durr bhaagta hai. Jab wo uske office me internship ke liye aati hai, toh unke rishte ki pechidgiyan aur bhi samne aati hain, aur wo apni beintehaa mohabbat se iss faasle ko kam karne ki koshish karti hai. "Chupi Mohabbat" junoon, khwahishat, aur mohabbat ki mushkilein samjhati hai. Har joda apne darr aur raaz ka samna karta hai, aakhir mein ye faisla karte hue ke kya unka pyaar inn rukawaton ko paar karne ke liye kaafi hai ya inke gehre raaz inhein alag hi rakhenge.
𝕐𝕒𝕒𝕣𝕒𝕞 (ROMAN URDU VERSION) by CursedInk19
CursedInk19
  • WpView
    Reads 9,588
  • WpVote
    Votes 574
  • WpPart
    Parts 60
📌 Daily update ☆Short Summary of Yaaram (by Sumaira Hameed): Yaaram is a romantic Urdu novel that follows Amraha, a Pakistani girl who grows up in a strict and unloved environment. When she gets a scholarship to Manchester University, her life changes. She finds freedom, new friendships, and eventually love with Aliyan, a British-Pakistani guy. The story is about love, personal growth, culture clash, and emotional healing. ☆Why I Wrote It in Roman Urdu (as a New Wattpad Writer): •I'm new to writing on Wattpad, and I chose Roman Urdu because I wanted to make it easy and comfortable for everyone to read. •Some people don't know how to read Urdu script. •Some readers are from other countries or mixed backgrounds. •Roman Urdu is simple to type and read on phones, which most of us use for Wattpad So I just wanted to share the story in a way that more people can enjoy, even if they're not used to traditional Urdu script. :)
Hissar e yaar by zeeeeenatt
zeeeeenatt
  • WpView
    Reads 2,112
  • WpVote
    Votes 174
  • WpPart
    Parts 12
Hisar-e-Yaar by Raabia Khan is an Urdu novel described as a social romantic story centered on revenge, an illegitimate child's struggle for acceptance, childhood love, and intense romantic themes. The novel also delves into intense love, the harsh realities of society, motivation, inspirational elements, Islamic and social issues, and features a happy ending
Hasil e Lahasil | حاصلِ لا حاصل by chocolatemuffin18
chocolatemuffin18
  • WpView
    Reads 27,187
  • WpVote
    Votes 1,590
  • WpPart
    Parts 23
(Ongoing) Hasil e Lahasil | حاصلِ لا حاصل : (noun) Hasil | حاصل - Achievement Lahasil | لا حاصل - Hollow Pursuits Description: Something that is so close for you to achieve yet so far to grasp at the same time. Laila Shah is everything but a social eminent. She is a free bird, shackled in the cage of obligations and duties, obscured by her elder sister, Sarah Shah, who unlike Laila is a social butterfly, the limelight and temptress of every heart out there. Dilawar Malik returns to Pakistan on the wishes of his family to fulfil an obligation, a marriage with the daughter of the Shah's. Angry and Vexed, he is driven to unleash hell, until he meets a girl on his way to his destination. The only one who catches his eyes and captures his heart. Will he be able to go through a marriage when his heart yearns for the other? And what about the many hearts be broken on this arduous expedition? #1 in Obligation on 17|10|2021 #3 in Engineering on 03|03|2022 #78 out of 72.5 K in Pakistan on 30|03|2022 #1 in Shah on 06|05|2022 #18 out of 305K in poetry on 05|06|2022
Azazeel by rabia khan     In  (Roman Urdu) by Sajdansari
Sajdansari
  • WpView
    Reads 692
  • WpVote
    Votes 110
  • WpPart
    Parts 21
best book for new readers in roman English
ankaboot  by noor Rajput by Sajdansari
Sajdansari
  • WpView
    Reads 1,997
  • WpVote
    Votes 139
  • WpPart
    Parts 12
Pakistani urdu novel translation in roman urdu emotional, family oriented best interests novel.
RANG E SARD  by zeeeeenatt
zeeeeenatt
  • WpView
    Reads 1,005
  • WpVote
    Votes 53
  • WpPart
    Parts 5
𝐙𝐚𝐯𝐢𝐚𝐧~ a brilliant neurologist, hides the scars of betrayal beneath a calm exterior. 𝐀𝐦𝐚𝐢𝐫𝐚~ strong and unyielding, refuses to be anyone's pawn. 𝐖𝐡𝐞𝐧 𝐭𝐡𝐞𝐢𝐫 𝐩𝐚𝐭𝐡𝐬 𝐜𝐨𝐥𝐥𝐢𝐝𝐞, 𝐬𝐞𝐜𝐫𝐞𝐭𝐬 𝐮𝐧𝐫𝐚𝐯𝐞𝐥 𝐚𝐧𝐝 𝐯𝐞𝐧𝐠𝐞𝐚𝐧𝐜𝐞 𝐜𝐥𝐚𝐬𝐡𝐞𝐬 𝐰𝐢𝐭𝐡 𝐬𝐭𝐫𝐞𝐧𝐠𝐭𝐡. 𝐈𝐧 𝐚 𝐰𝐨𝐫𝐥𝐝 𝐛𝐮𝐢𝐥𝐭 𝐨𝐧 𝐝𝐞𝐜𝐞𝐩𝐭𝐢𝐨𝐧 𝐚𝐧𝐝 𝐝𝐞𝐬𝐢𝐫𝐞, 𝐭𝐡𝐞 𝐥𝐢𝐧𝐞 𝐛𝐞𝐭𝐰𝐞𝐞𝐧 𝐥𝐨𝐯𝐞 𝐚𝐧𝐝 𝐡𝐚𝐭𝐞 𝐠𝐫𝐨𝐰𝐬 𝐝𝐚𝐧𝐠𝐞𝐫𝐨𝐮𝐬𝐥𝐲 𝐭𝐡𝐢𝐧.
Ishq Junoon ✓ by happyfairy7
happyfairy7
  • WpView
    Reads 104,716
  • WpVote
    Votes 4,265
  • WpPart
    Parts 82
Kehte hain pehla pyaar kabhi bhulaye nahi bhulta par wo toh uska pehla aur aakhiri pyaar thi ya shyd uska junoon ban chuki thi toh wo usse kaise kahi jaane de sakta tha. Fardan Shehriyaar jo Shehriyaar Industries ka maalik tha jisse sab mafia ki duniya me Shadow King kehte the uski nazar padti hai Faiza Amani pr jo apni zindagi se bezaar thi ya shayad usne kabhi kisi ki mohabbat na dekhi thi isliye jeena jaanti nahi thi. Fardan ka junooni ishq Faiza ke liye jeene ki ek nayi wajah banega ya phir marni ki. Fardan ki mohabbat se Faiza ki zindagi sanwar jayegi ya bigad jayegi? Har kisi ki zindagi ke apne apne raaz hote hain aur ye raaz jab khul kar aate hain toh kuch ache rishte bhi toot jaate hain ya kabhi toote rishte bhi judd jaate hain. Ab inki kahani mein kya hoga? Kya Fardan sach me Faiza se ishq kar baitha tha ya phir ye bas ek dikhawa tha? Kahin uski mohabbat ke picche koi maqsad toh nahi? Faiza ke mann me aise hazaar sawaal aate hain jab wo achanak se usse pehli baar dekhte hi usse shaadi kar leta hai. Aiyye Jaante Hain Dhoke Aur Nafrat Se Ishq Junoon Ka Safar. Checkout the English version of this story: Love Obsession Troupes: Multi Couple Story, Enemies To Lovers, Mafia Boy × Innocent Girl, Stalker, He Fell First And Harder, Age Gap (6years), She Fell First And He Fell Harder, He Fell First And She Fell Harder, Forced Marriage & Second Chance. This book is currently under editing, but you can still read it. I just need to correct a few spelling mistakes or places where I accidentally wrote a word twice due to auto-correct. **Note:** I don't write mature stories. So, if you're expecting explicit romance, kindly reconsider reading this book. I'm an old-school person who appreciates pure, classic romance from the 80s.. Follow me on Instagram: @happyfairy7_ https://www.instagram.com/happyfairy7_?igsh=MXNra2Jqb2NpMWVqeA==
Aab-e-Hayat by your_randomreader
your_randomreader
  • WpView
    Reads 129,744
  • WpVote
    Votes 5,370
  • WpPart
    Parts 74
Aab e hayat in roman Urdu. All rights are reserved to the authors. I am just trying to make the novels reach the audience who'll love to read this novel but can't read in Urdu Language.
Bakht by Mehrulnisa Shahmeer by talesbyhoor_
talesbyhoor_
  • WpView
    Reads 19,635
  • WpVote
    Votes 372
  • WpPart
    Parts 8
"Kia ap mujhy hospital le jyeingi?Mein ab jeena chahta hun"Ye alfaaz kehty huwe wo khud heeran tha.Thori dair pehly tk wo yahan pe sisak sisak ke marny ko tayar tha aur ab? Wo zinda rehna chahta tha lekin kue. Is lrki ko dekhti hi usny zinda rehne ka faisla kue krlia?Aik gari waly or bike waly ko kue usny chup chap guzarny dia.Agr ussay jeena hi tha to wo itna kamzoor to nhi tha ke kisi se madad ke lye yun minatt krta aur wo bhi aik lrki se. "Dekho mery sath koi chalaki ki to jan se marongi mein samjhay?help krrhi hun mohsin hun tumhari dhoka dia to dekh lena.Wesy krni to nahi chye tumhari madad lekin kia karun itna bara dil he mera"Halay ki bat pe wo khayalon se bahir aya tha.Ab wo usko uthny ka kehrhi thi.Dard ko bardasht kr ke wo ba-mushkil uthny ki koshish krny lga. Halay ne usko uthny mein madad di,wo ab khara ho chuka tha mgr itni si koshish mein Halay buri tarhan hamp chuki thi. "Allah kia khatay ho tum?" Wo hampty huwe boli thi.Ab wo uska bazo apny khandhy pe dal ke isko gari tk le ke jarhi thi.