zhanyi18
"Main tumhari hifazat ke liye duniya se lad sakta tha, magar tumse kaise ladta?"
Ek Mafia ka khatarnak ateet (past) aur ek masoom ka balidaan. Wei Wuxian ne socha tha ki usne sab kuch kho diya hai, magar maut aur raakh ke beech ek raaz dafan tha.
1 saal baad, jab raakh thandi hui, toh ek gehra raaz samne aaya. Jala hua chehra, tooti hui awaaz, magar wahi purana ehsas.
Kya ek adhuri kahani kabhi mukammal ho sakti hai?