amin11q
🌙 Ayna-e-Dil
Ek larki ki kahani jo andheron aur traumas se guzar rahi hai. Uska dil chaahe zakhmi ho, lekin uska bharosa sirf Allah par hai.
Yeh safar hai dukh aur tanhai se nikal kar roshni aur sukoon talash karne ka - jahan har aansoo ek dua ban jata hai, aur har toota pal usse Rab ke aur kareeb le aata hai.