Anshpreet7
# The Boy & The Jinn
Ek akela ladka... ek khaufnaak **Jinn**... aur ek aisi dosti jo dheere-dheere nightmare ban jaati hai. 👁️
Ye **slow-burn horror fantasy** hai-jahan darr achanak nahi aata, balki har chapter ke saath aur gehra hota jaata hai.
Jinn uski har wish poori karta hai... **lekin har wish ki ek disturbing keemat hai.**
Aur sabse bada sawaal-
**kya ladke ne Jinn ko azaad kiya... ya Jinn ne ladke ko choose kiya?** 🩸