wanglin8888
Arpit ek aisa ladka hai jo apni hi duniya me kho chuka hai.
School me bullying, ghar me tension... aur har din wahi same zindagi.
Wo bas survive kar raha tha.
Anime, novels aur dramas... wahi uski escape duniya thi.
Jahan wo imagine karta tha ki wo bhi koi main character hai.
Par ek din... kuch badal jata hai.
Uski normal si life ke peeche ek aisi reality chhupi hai jo usne kabhi sochi bhi nahi thi.
Aur jo ladka khud ko weak samajhta tha...
shayad wo sabse dangerous banne wala hai.