Sanjanagarg71
Starlight College mein, middle-class Aryan Kapoor aur billionaire heiress Ishita Malhotra ki takraar ek unexpected dosti aur phir pyar mein badal jati hai.
"Tumhe lagta hai tumhe sab kuch pata hai, par tum bas ek arrogant rich girl ho,"
Aur tum? Ek ladka jo sochta hai ke duniya uski honesty se jeeti jaayegi?"
Unka banter aur tiff dheere-dheere ek unexpected dosti mein badal jata hai. par society ke differences aur family expectations unka rasta mushkil banate hain.
College life ki masti,rivalry and romance ke beech, Kya unka connection challenges survive karega?