Whitepearl111's Reading List
52 stories
Nahi Ho Sakti Ab Tumse Mohabbat by Maimuna_Alvi
Maimuna_Alvi
  • WpView
    Reads 12,607
  • WpVote
    Votes 764
  • WpPart
    Parts 30
Jab Dil Ek Hai To Phir Mohabbatien Do Kaise Ho Sakti Hain Kisi ek hi ko dil mein basa sako gey nah Bhala dil bhi kabhi 2 logo mein bat saka hai kiya Jisko do gey woh ek hi hoga nah 1 se zyada kaise ho saken gey Tmhare kiya 1 se zyada dil hain Jo logun mein bantte phirte ho Mohabbat karo tou aesi karo Keh duniya dekhe Apni jaan se zyada uski her khushi azeez rakho Uske zahri rang o roop se nahi Uske dil se mohabbat karo Or Mohabbat tou tm khud ker bhi nhi sakte Woh tou khudhi ho jati hai Khamoshi se hoti hai Or kari bhi khamoshi se jati hai Uske Kirdaar se Mohabbat karo Agar baad kabhi tumhein uski koi aadat ya baat buri lage Tou samjh Lena ... Tm ne kabhi usse mohabbat ki hi nahi thi Mohabbat tou woh ehsaas hai Keh jis se ho jaey tou uski her cheez usi ki tarah azeez ho jati hai Mohabbat tmhari usse kabhi kam nah hogi Bilkul ek aesi aag ki tarah keh jis per Chahe pore samander ka pani hi q nah daal diya jaey Per woh kabhi bhuj nahi sakti Tou agr kerte ho kisi se Mohabbat Tou kisi dosre ko apne Asre per mat bhitana Yeh soch ker keh iss se bhi Mohabbat ho jaey gi Nahi aesa her giz bhi Mumkim nhi Mohabbat ek baar hoti hai Or wohi akhri baar hoti hai Bata do use Chahe use bura lagey Per use khud ke asre per sari zindagi Rone ke liay tanha mat chorna Keh do use keh "Nahi Ho Sakti Ab Tumse Mohabbat..."
عشقِ من مثل جنون است( On Hold) by HayaNoor95
HayaNoor95
  • WpView
    Reads 353
  • WpVote
    Votes 41
  • WpPart
    Parts 7
یہ کہانی ہے ایک ایسے شخص کی ہے جس نے اپنی محبت کو اپنے جنون شک غصے اور نفرت کی بدولت گواہ دیا ہے
جانِ دلبرا  by HayaNoor95
HayaNoor95
  • WpView
    Reads 1,971
  • WpVote
    Votes 183
  • WpPart
    Parts 28
Gangster based💜
TeRy BiN 💔 by Sanammujhtaba77
Sanammujhtaba77
  • WpView
    Reads 163
  • WpVote
    Votes 8
  • WpPart
    Parts 1
یہ کہانی ہے محبت کی انتہا کی یہ کہانی ہے علی رضا کی جس نے اپنی محبت کو پاکر بھی کھودیا
زندگی ایثار مانگتی ہے!(مکمل) by __areebayousaf
__areebayousaf
  • WpView
    Reads 33,218
  • WpVote
    Votes 2,440
  • WpPart
    Parts 37
زندگی ایثار مانگتی ہے۔ایثار دینا ہر کسی کے بس میں نہیں ہے۔ظرف والے ایثار دیتے ہیں۔لیکن انکا ایثارانکو پھر بھی رلا دیتا ہے۔لوگ انکے ایثار کو سمجھ نہیں پاتے۔
Rehmat by DMBwrites23
DMBwrites23
  • WpView
    Reads 112
  • WpVote
    Votes 14
  • WpPart
    Parts 5
Hamre mashry ma hamesha larkiya Rehmat k bajae Zehmat samjhi jate ha. Ya kahani bhi ik ese Rehmat ki ha jo apne ghar walo ka liya zehmat ban ke ae.
مجھے مکمل کر دو از علمیر اعجاز۔    Completed✔️ by AlmeerEjaz_thewriter
AlmeerEjaz_thewriter
  • WpView
    Reads 15,346
  • WpVote
    Votes 944
  • WpPart
    Parts 26
its reality based 😇Respect women 😇
کچھ ایسا کر کمال کے تیرا ہو جاؤں از:ماہی completed✔✔✔ by catmahi
catmahi
  • WpView
    Reads 9,571
  • WpVote
    Votes 712
  • WpPart
    Parts 24
یہ کہانی ہے غلطیوں اور ان کو سدھارنے کے بارے میں اور ان سے سبق حاصل کرنے کے بارے میں
Sazaye  ishq. سزائے عشق  Completed ✔️ by frozenRose3112
frozenRose3112
  • WpView
    Reads 163,349
  • WpVote
    Votes 10,508
  • WpPart
    Parts 81
Sazaye ishq 1 ( completed✔️) Sazaye ishq 2 ( completed)✔️) Sazaye ishq ,jazaaye shabaab hasti asst Nigaar e yaar , figaar e jigro masti asst Visaal e yaar , jamaal e rukh o lub tishna Hijr e yaar , hijr e giraa'n ba hasti Ishsq... Ek aisi larki ki kahani jo baaqi har larki ki tarhaan apni zindagi ek azaad panchhi ki tarhaan guzaarna chahti thi. Par ek haadsay ne us say us ki sub khuahishain chheen lien , aur uskay har khuaab ko ek bura khuaab bana diya. Par paanchh saalon baad us ka maazi uskay saamnay aa jaaye , to wo kya karay gi. ? .......................... " main tumhain phir se keh raha hoon Ayat doosaray larkon se ghulna milna bund kardo .. Mujhay pasand nahi hai ye sub" mateen ne gussay se Kaha. " mujhay jo karna hai main wo karoongi , tum hotay kon ho mujhay roknay walay aur chhoro mera haath " Ayat ne uske haath se apni kalaayi chhurane ki koshish ki lekin mateen ki giraft aur mazboot ho gayi aur usnay apna doosra haath Aayat ke pichhli gardan pe rakh kar usay apni taraf kheencha . Ab unke darmyaan kucch hi inches ka faasla tha aur Ayat apne chehre par uski saansain mehsoos karne lagi. Aayat ki aankhon main khauf ki lehrain bhar aayi thien. Wo heraangi se Mateen ki shola baar aankhon main dekhnay lagi. "Tum sirf meri ho Ayat .... Sirf meri . Aur agar aainda mainay tumhain Haadi ke saath dekha ... Tum soch bhi nahi sakti ke main kis had tak jaa sakta hoon" Mateen ne gehri awaz main ek ek lafz daba kar kaha tha aur Ayat saktay ki si kaifiyat main aa gayi thi. Ye Keh kar wo usay wahien saktay ki haalat main khara chhor kar waapis chala gaya.aur wo wahien usay jaata dekhti reh gayi. ..................,,,,,,,,........... Ek aisay ishq ki kahani jis main ek Aashiq ne apni hi mohabbat ko barbaad kardia Humari urdu/hindi ko ek moqa dain #sazayeishq #rukhsar048 #missiondesi Highest ranking #1 in General fiction #1in Romance many times First updated 14 May 2016
"طلاق یافتہ" by manowritesss75
manowritesss75
  • WpView
    Reads 747
  • WpVote
    Votes 41
  • WpPart
    Parts 4
یہ کہانی ہمارے معاشرے کی بہت سی لڑکیوں کی ہے جن کے ساتھ ایسا ظلم ہوتا ہے اور وہ اِس کے خلاف آواز نہیں اٹھا پاتیں۔ یہ میری پہلی تحریر ہے اگر اس میں کوئی غلطی ہو تو نظر انداز کیجئے گا۔اور اپنی رائے دینا نہ بھولیے گا۔