theshimmery_star
"Tujhe keh doon ya rehne doon raaz mere
Sab kuch keh doon kya tujhko?"
"Tujhe chhu lu to kuch mujhe ho jaayega
Ko main chahta na ho mujhko."
"Mehsoos mujhe aisa kyun ho raha
Ke meri duniya ban rahe ho tum."
"Saiyaara tu to badlaa nahin hai
Mausam zara sa rootha hua hai."
"Beete lamhon se duniya basa loon
Main to tere aansuon ka bana hoon."
"Jis roz hum-tum phirse milenge, Ye saari baatein tujhse kahenge
Duniya mein chahe ban jaaye jo bhi, Tere bina to kuch na rahenge."
"Jab bhi barsaat aaye, Palkon mein dhaank lunga
Na kami koi khalegi, Tujhe itna pyaar dunga."
"Ye main daawa nahi kar raha, Koi Taj Mahal hai mera
Naam ki chand deewarein, Jinko hi ghar main kehta raha."
"Tu hausla hai, tu hai iraada, Aadhi main tujhmein, mujhmein tu aadha
Tootoo na main bhi, toote na tu bhi, Main tera sapna, tu mera vaada."
"Ye jo mushkil se dil ko, salaamat rakha, Isme aane du kya tujhko
Toot jaayega dil, phir na jud paayega, Issi baat ka dar hai mujhko."