pavreet
this is a story of a girl and islam man
zainab Malik x vir faris khan
Bond of trust 💙
यह कहानी वीर की है, जिसका नाम तो "वीर" (Bahadur) था, लेकिन
मोहब्बत ने उसे मोम कर दिया था। ❤
"Log puchte hain ke 'Shiddat' kya hai? Main kehta hoon-shiddat wo aag hai jo jalti dikhti nahi, par andar sab raakh kar deti hai. Aur 'Ishq'? Ishq wo maut hai jo har roz aati hai, par marne nahi deti.
💗💔🥀
Har saans mein tera naam likha,
Har dua mein tera chehra hai,
Ye ishq nahi koi khel sanam,
Ye zakhm bada hi gehra hai ಥ_ಥ
Tujhe chaha hai us shiddat se,
Ke khuda bhi humse rooth gaya,
Ek kaanch ka tukda tha ye dil,
Jo tere bharose toot gaya🥀
Mohabbat mein dard toh lazmi hai,
Magar ye kaisa naseeb hai mera?
Ke jisne rooh ko raushni di,
Usi ne diya ye andhera.💔