samta1998
"Kabhi kabhi kuch rishte sirf naam ke hote hain...
aur kuch bina naam ke bhi bss zindagi bnke reh jaate hain....
Yeh kahaani hai ek ladki ki - jisne bss bin kuchh soche mehsoos krna sahi smjha orr tbb tkk jbb tkk woh jee paayi....
Usne sirf ek insaan se pyaar nahi kiya,
balki har ek lamha, har ek saans uske naam kar di.
Lekin... jab dil ka rishta toot-ta hai,
toh sirf aansu nahi, khud pe bharosa bhi toot jaata hai.
Woh gaya... lekin uski yaadein reh gayi.
Aisa kyu hota hai ki jin logon ko hum dil se chahte hain,
woh hi humein sabse zyada tod dete hai...
kya kisi ko chahna itna khaufnaak ho skta h....
ya mohabbat m rehkrr uss khauf se hi mohabbat ho jati h...
Kya yeh kahaani kabhi mukammal ho payegi?
Ya sirf ek aisi kitaab ban kar reh jaayegi,
jiske aakhri panne pe bas... khamoshi likhi ho?"