simhikaprashar0708
Kuch kahaniyaan pyaar se shuru hoti hain...
aur qurbani par khatam hoti hain.
Aira ki zindagi tab badal jaati hai
jab use roz ek safed lifaafa milna shuru hota hai-
bina naam, bina address,
sirf future ki warnings ke saath.
Aur jab pyaar Aarav se hota hai,
toh har warning ek choice ban jaati hai.
Saath rehna...
ya use zinda rakhna.
Kal Ka Khat ek emotional romantic story hai
jahan pyaar ka matlab paana nahi,
balki chhod dena hota hai.
⚠️ Warning:
Is story ke baad shayad aap thodi der tak chup reh jaayenge,
aur aansu rukana mushkil ho.