GUGUBABBU
Kya hota agar Jusenkyo ka curse Ranma ko sirf ek ladki nahi... balki ek teesra form bhi de deta? 🤔💥
Ek aisa Chinese paani jo sab theek karne wala tha, usne Ranma ko bana diya-The Beast Girl (1/3 Form)! Laal baal, gori khaal, naram-naram billi ke kaan aur ek chanchal poonch! 🐱✨
Abhi Ranma apni poonch chhupa hi raha tha ki wahan tharki Kuno apni talwar aur gulab lekar prakat ho gaya: 'Oho choti wali ladki... tum toh Beast Queen lag rahi ho!' 💀🌹
Kya Ranma Kuno ke is tharki 'sher' se apni izzat bacha payega? Kya Akane use is naye avatar mein sambhal payegi?
Poonch, Panga aur Fourth-Wall-Breaking comedy se bhari ek dhasu Hinglish Ranma 1/2 Fanfiction! Andar aao aur khud dekh lo! 😂🔥"