MariaVerse_24
Maria sirf shopping ke liye bazaar gayi thi, lekin ek ajeeb dhamake ke baad woh khud ko Korea mein paati hai. Ek purani diary, neeli chaabi, bhooli hui yaadein aur do duniyaon ka raaz uska intezar kar raha hai. Kya Maria apne maazi ka sach jaan payegi? Ya Shadow King uski taqdeer badal dega?
🌙 Mystery | Fantasy | Adventure | Secrets | ✨