FatemaaArmaan
Ab wo nahi hai yaar tumhari
Ab wo nahi hai hai sath tumhari
Koi jaga nahi hai uske jindagi main
Tumhari liya ab
Fir bhi kyun uske paas jaate hu tum?
Kyun uske paas jaate hu tum
Bar bar fir kyun yeh kosish me
Lage rehti hu ki kash wo baat kr le
Kash sab pahle jasa ho jaye 🙃
Jo kabi ho hi nahi sakti
Us khaab me kyun kho jate ho.. 💔
Itni bar tumhe khud se
door jane ko kaha fir bhi
Kyun samaj nahi aati hai tumhe
Kya cahti hu tum
Man kyun Nahi leti
Wo ab nahi hai tumhari dost
Wo ab nahi hai tumhari yr
Fir bhi Kyun jaati hu uske pas
Be sharmoon ki tarah
Samaj te kyun nahi tum😤
Kya karo samajne ko tayar nahi hai
Yeh dil mera man ne ki liye tayar nahi ha
Ki ab wo nahi hai meri
Ab wo nahi hai meri bff😭💔