Nehan Stories

Refine by tag:
nehan
nehan

5 Stories

  • Jab Khauf Toota, Taqdeer Jaag Uthi" by NehanBajari
    NehanBajari
    • WpView
      Reads 2
    • WpPart
      Parts 2
    vo jisne haar nahi maani
  • Jab Khauf Toota, Taqdeer Jaag Uthi"🖤🖤 by NehanBajari
    NehanBajari
    • WpView
      Reads 4
    • WpPart
      Parts 1
    Chapter 1 - "Log Kya Kahenge?" Danyal bachpan se hi bohot alag tha. Uske andar har roz koi naya khwab paida hota tha. Kabhi uska dil karta ke photographer banay, kabhi coffee brand shuru kare, kabhi kapron ka business kare, aur kabhi content creator banne ka sochta. Lekin har dafa jab woh kisi naye kaam ka zikr karta, kisi na kisi ka ek jumla uske hauslay tod deta. "Yeh tere bas ki baat nahi." "Log hansenge." "Apni aukaat dekh." "Pehle wale kitne kamyab hue jo tu hoga?" Danyal bas muskura deta... magar andar se toot jata. Har raat woh YouTube par videos dekhta, plans banata, notebooks mein ideas likhta. Lekin subah uthte hi uske dimagh mein sirf ek hi sawal ghoomta rehta... "Log kya kahenge?" Yehi chaar lafz uski zindagi ki sab se badi zanjeer ban gaye. Usne photography chhor di. Business ka idea chhor diya. Gym jana chhor diya. Editing seekhna chhor diya. Har dafa woh shuru karta... aur logon ke darr ki wajah se beech raste mein ruk jata. Aista aista usne khud par yaqeen karna bhi chhor diya. Ek din usne apne purane notebook ke safhay palte. Har page par sirf adhoore plans thay... aur har plan ke neeche bas ek hi baat likhi thi... "Shayad log kya kahenge..." Us raat Danyal ne pehli dafa mehsoos kiya ke uski zindagi ko kisi aur ne nahi... uske apne darr ne qaid kar rakha hai. ---------- If liked so comment please Agar chapter 2 chayiye to please vote 😭🥺😞❤️✨
  • The Day I Noticed You ( Hyunlix ) 18+ by Berry_hwanglk
    Berry_hwanglk
    • WpView
      Reads 644
    • WpPart
      Parts 1
    හැමදේම වෙනස් වෙන්න පුලුවන් තමන් හිතපු නැති කෙනා ජීවිතේට හමු උනාම...🍃🌸 ( Shen )
  • Hope by ugyguggftd
    ugyguggftd
    • WpView
      Reads 22
    • WpPart
      Parts 1
    A girl named ravyn who is skilled at archery and using a gun comes across Alexandria, what will happen to her?
  • Nehans dream by dadaji6969696
    dadaji6969696
    • WpView
      Reads 3
    • WpPart
      Parts 1
    nehan aims to achieve his dream of being cricketer