by_alice_heartfilia
Kya Jimin us ladki se pyaar kar payega jise dekhte hi use apni behen ki kabr yaad aati hai?
Kya Y/N us ladke ko maaf kar payegi jisne 2 saal tak use roz hell ka ehsas karaya hai?
Aur sabse bada sawal - kya Ji-woo ki maut ka sach wahi hai jo dono jaante hain? Usne meri behen ki jaan li, aur main uske bina jee nahi sakta. Ab batao, gunahgar kaun hai - wo ya main?_* Ye kahaani rulayegi, tadpayegi, aur phir aise jakdegi ki chhod nahi paoge.