AestaeticAmajin7
Dil Ki Daastan 💔
Kabhi kabhi dil ka liya hua ek faisla... poori zindagi badal deta hai.
Pyaar mein sab kuch khona, dhokhe mein toot jaana, aur phir ek din wapas us jagah khade hona jahan se sab shuru hua tha... Y/n ki kahani bhi kuch aisi hi hai.
Par har kahani ka end dard nahi hota...
Kabhi kabhi, tootne ke baad hi dil ko uska sach milta hai.
Yeh sirf ek love story nahi... ek daastan hai dil ke faislon ki. ✨