Rishtey kuch adhorey sey (Completed)
  • Reads 1,577
  • Votes 125
  • Parts 24
  • Reads 1,577
  • Votes 125
  • Parts 24
Complete, First published Apr 24, 2017
Yeh ek sachi kahani hai es kahanj ka ek ek lafz sach hai yeh kaha k hai nizaab ki jiske kuch sapne tey
Kuch banna ta usey agey barhna ta
Kuch kar dikana Ta
Har larki ki jaise woh bi azad panchi ki tarha ghoomna chahti ti par uske taqdeer ko kuch aur he manzor ta
Bas sab khatam hogaya uske sapne sab kuch
Bas ek rishte ki waja se
Usne apne sapno aur pyaar ki qurbaani dey di
Sirf apno k liye uske apno ne he uska rishta kahi aur Kara diya
Usne kuch na kaha bas khamoshi se sab kuch saha 
Bas hogaya rishta
Shadi bi hogayi
Par uski  zindagi main tofaan aney baqi they
Woh kin kin tofaano aur musibathoo  se guzarti hai
Ayee es story main parhte hai

In this story there is a 3 main lead characters

Nizaab  khan :- positive role

Arman fazal :- negative role

Ayaan khan :- positive role

Nizaab and ayaan are cousins
All Rights Reserved
Sign up to add Rishtey kuch adhorey sey (Completed) to your library and receive updates
or
#2sacrifice
Content Guidelines
You may also like
Sazaye  ishq. سزائے عشق  Completed ✔️ by frozenRose3112
80 parts Complete
Sazaye ishq 1 ( completed✔️) Sazaye ishq 2 ( completed)✔️) Sazaye ishq ,jazaaye shabaab hasti asst Nigaar e yaar , figaar e jigro masti asst Visaal e yaar , jamaal e rukh o lub tishna Hijr e yaar , hijr e giraa'n ba hasti Ishsq... Ek aisi larki ki kahani jo baaqi har larki ki tarhaan apni zindagi ek azaad panchhi ki tarhaan guzaarna chahti thi. Par ek haadsay ne us say us ki sub khuahishain chheen lien , aur uskay har khuaab ko ek bura khuaab bana diya. Par paanchh saalon baad us ka maazi uskay saamnay aa jaaye , to wo kya karay gi. ? .......................... " main tumhain phir se keh raha hoon Ayat doosaray larkon se ghulna milna bund kardo .. Mujhay pasand nahi hai ye sub" mateen ne gussay se Kaha. " mujhay jo karna hai main wo karoongi , tum hotay kon ho mujhay roknay walay aur chhoro mera haath " Ayat ne uske haath se apni kalaayi chhurane ki koshish ki lekin mateen ki giraft aur mazboot ho gayi aur usnay apna doosra haath Aayat ke pichhli gardan pe rakh kar usay apni taraf kheencha . Ab unke darmyaan kucch hi inches ka faasla tha aur Ayat apne chehre par uski saansain mehsoos karne lagi. Aayat ki aankhon main khauf ki lehrain bhar aayi thien. Wo heraangi se Mateen ki shola baar aankhon main dekhnay lagi. "Tum sirf meri ho Ayat .... Sirf meri . Aur agar aainda mainay tumhain Haadi ke saath dekha ... Tum soch bhi nahi sakti ke main kis had tak jaa sakta hoon" Mateen ne gehri awaz main ek ek lafz daba kar kaha tha aur Ayat saktay ki si kaifiyat main aa gayi thi. Ye Keh kar wo usay wahien saktay ki haalat main khara chhor kar waapis chala gaya.aur wo wahien usay jaata dekhti reh gayi. ..................,,,,,,,,........... Ek aisay ishq ki kahani jis main ek Aashiq ne apni hi mohabbat ko barbaad kardia Humari urdu/hindi ko ek moqa dain #sazayeishq #rukhsar048 #missiondesi Highest ranking #1 in General fiction #1in Romance many times First updated 14 May 2016
You may also like
Slide 1 of 10
جميله  بقلم الشيماء محمد cover
حب فى السر ( ريم و كريم ) cover
Sherbano  cover
Sazaye  ishq. سزائے عشق  Completed ✔️ cover
القاسي والجميله  cover
Aab-e-Hayat cover
AATISH-E-ISHQ cover
Muntazir مَنتظِر cover
دل تو نے چرالیا  از زون شاہ (مکمل ناول)  cover
Akhir Muhabbt Ho Gai (Complete) cover

جميله بقلم الشيماء محمد

26 parts Complete

بقلم / الشيماء محمد ( شيموووو)