Ye kahani hay 2 Bengali padosi gaw ki, jaha education to mil gya hay, freedom vi hay bt aaj bhi purani tor tarika tradition samajh ko mana jata hay. Jamindari ki system to chhale gya bt aaj bhi jamindaro ko waise hi samman dia jata hay or puri gaw 1920's ki tor tarika maana kar te hain. Jaise ki larkiye ghunghat me rehtahe, apni bedroom ki alawa pati k samne vi ghunghat nehi kholte, as tradition rich family person or girls doli me chalte firte hay. 2 gaw mein hi shanti or khusali bani hay, ye 2gaw ki jaminder apas me frnds hain. RupGanj ki jaminder Arjun Singh Rathore, unki wife Vasundhara, bare bete Vikram, uski patni Nirmala( bara bahu ) or chhote bete Viraj ki sath apni mehel me rehtehe. On the other hand, SamGanj ki jaminder Ramesh Ganguly, unki wife Laxmi or 1lowti beti Nisha k sath rehtahe. ASR or RG apne dosti ko jinda rakhne k lia viraj or nisha ki sadi karwa deti hay bt iss sadi me Viraj ki koi maanyata nehi thi. ASR ke pressure mein ake Viraj ye sadi kerne pe majbur ho gya..... Or kahani aise hi suru hoti hay... Akhir vaja kya hay Viraj ki shadi na kerneki or ker vi lia to kyse nibhaayega issko, aur nivayga vi ya nahin jaanne k lia stay tuned. The basic legal instrument governing copyright law in Bangladesh is the Copyright Act, 2000.