Nahi Ho Sakti Ab Tumse Mohabbat
  • Reads 12,523
  • Votes 764
  • Parts 30
  • Reads 12,523
  • Votes 764
  • Parts 30
Complete, First published Nov 15, 2017
Jab Dil Ek Hai To Phir Mohabbatien Do Kaise Ho Sakti Hain
Kisi ek hi ko dil mein basa sako gey nah
Bhala dil bhi kabhi 2 logo mein bat saka hai kiya
Jisko do gey woh ek hi hoga nah
1 se zyada kaise ho saken gey
Tmhare kiya 1 se zyada dil hain
Jo logun mein bantte phirte ho
Mohabbat karo tou aesi karo
Keh duniya dekhe
Apni jaan se zyada uski her khushi azeez rakho
Uske zahri rang o roop se nahi
Uske dil se mohabbat karo
Or Mohabbat tou tm khud ker bhi nhi sakte
Woh tou khudhi ho jati hai
Khamoshi se hoti hai
Or kari bhi khamoshi se jati hai
Uske Kirdaar se Mohabbat karo
Agar baad kabhi tumhein uski koi aadat ya baat buri lage 
Tou samjh Lena ...
Tm ne kabhi usse mohabbat ki hi nahi thi
Mohabbat tou woh ehsaas hai
Keh jis se ho jaey tou uski her cheez usi ki tarah azeez ho jati hai
Mohabbat tmhari usse kabhi kam nah hogi
Bilkul ek aesi aag ki tarah keh jis per
Chahe pore samander ka pani hi q nah daal diya jaey
Per woh kabhi bhuj nahi sakti 
Tou agr kerte ho kisi se Mohabbat 
Tou kisi dosre ko apne Asre per mat bhitana 
Yeh soch ker keh iss se bhi Mohabbat ho jaey gi
Nahi aesa her giz bhi Mumkim nhi
Mohabbat ek baar hoti hai
Or wohi akhri baar hoti hai 
Bata do use 
Chahe use bura lagey
Per use khud ke asre per sari zindagi Rone ke liay tanha mat chorna
Keh do use keh
"Nahi Ho Sakti Ab Tumse Mohabbat..."
All Rights Reserved
Sign up to add Nahi Ho Sakti Ab Tumse Mohabbat to your library and receive updates
or
#2hearttouching
Content Guidelines
You may also like
Hasad kay baad Malal ( Mukamal complete) by Gudaii
32 parts Complete
" Beta Zarak Suliman vild Umar Suliman ap ka nikah Izzah Naeem binti Naeem Ahmad kay sath 5 tola sona Raij ul waqt kay tay pata hai kya ap ko qubool hai ?"Zarak Izzah ki taraf dekh raha tah. izzah ka sar jhuka huwa tah . Chehray Izzah ki taraf ki ay huway hi Zarak nai jawab diya " NAHI" izzah nai ek dam sar uthaya tah. Zarak ki taraf dekha tah . surkh jhali walay dupatay kay neche bhi Zarak woh Andaz samjh sakta tah. woh Izzah ka chehray ko par sakta tah. Woh anso jo shukar kai hotay hai izzat kai sath maa baap kay ghar se vida honay kay hotay hai. woh anso badal ga ay thay. jagah wahi thi. log wahi thay. Chehra wahi tah. ansowo ki wajah badal gayi thi... be yaqeeni . be atbari. jhutla ay janay ka ahsas... Boht kuch tah un ansowo mein. char saal pehle jo shikayat kar rahi thi wo ankhay dado ki mout par wahi shikayat thi gila tah be atnai ka ...... " 50 tola sona raij ul waqt mein qubool hai " Zarak nai izzah ki taraf dekhtay huway jawab diya . Izzah nai ankho ko zor se band kiya tah kuch lamho kay liyah. izzah nai Sar jhukaya aur chehra dosrintaraf kiya tah Zarak muskuraya tah yeh do sisters ki kahani hai. jin mein zameen o asman ka farq hai.... aur asal kahani in kay betay ki hai... jo kay ek larki se srf ese waja se shadi karta hai q k wo us kai baap ki marzi hoti hai aur woh asal mein apnay baap ko azeyat dena chahta hai.. lekin es baat se bekhabar kay wo us larki ko khud se bad zan kar raha hota hau jis se anqareeb wo muhabbat karnay lagay ga.... join me .... for the climax.
Sazaye  ishq. سزائے عشق  Completed ✔️ by frozenRose3112
80 parts Complete
Sazaye ishq 1 ( completed✔️) Sazaye ishq 2 ( completed)✔️) Sazaye ishq ,jazaaye shabaab hasti asst Nigaar e yaar , figaar e jigro masti asst Visaal e yaar , jamaal e rukh o lub tishna Hijr e yaar , hijr e giraa'n ba hasti Ishsq... Ek aisi larki ki kahani jo baaqi har larki ki tarhaan apni zindagi ek azaad panchhi ki tarhaan guzaarna chahti thi. Par ek haadsay ne us say us ki sub khuahishain chheen lien , aur uskay har khuaab ko ek bura khuaab bana diya. Par paanchh saalon baad us ka maazi uskay saamnay aa jaaye , to wo kya karay gi. ? .......................... " main tumhain phir se keh raha hoon Ayat doosaray larkon se ghulna milna bund kardo .. Mujhay pasand nahi hai ye sub" mateen ne gussay se Kaha. " mujhay jo karna hai main wo karoongi , tum hotay kon ho mujhay roknay walay aur chhoro mera haath " Ayat ne uske haath se apni kalaayi chhurane ki koshish ki lekin mateen ki giraft aur mazboot ho gayi aur usnay apna doosra haath Aayat ke pichhli gardan pe rakh kar usay apni taraf kheencha . Ab unke darmyaan kucch hi inches ka faasla tha aur Ayat apne chehre par uski saansain mehsoos karne lagi. Aayat ki aankhon main khauf ki lehrain bhar aayi thien. Wo heraangi se Mateen ki shola baar aankhon main dekhnay lagi. "Tum sirf meri ho Ayat .... Sirf meri . Aur agar aainda mainay tumhain Haadi ke saath dekha ... Tum soch bhi nahi sakti ke main kis had tak jaa sakta hoon" Mateen ne gehri awaz main ek ek lafz daba kar kaha tha aur Ayat saktay ki si kaifiyat main aa gayi thi. Ye Keh kar wo usay wahien saktay ki haalat main khara chhor kar waapis chala gaya.aur wo wahien usay jaata dekhti reh gayi. ..................,,,,,,,,........... Ek aisay ishq ki kahani jis main ek Aashiq ne apni hi mohabbat ko barbaad kardia Humari urdu/hindi ko ek moqa dain #sazayeishq #rukhsar048 #missiondesi Highest ranking #1 in General fiction #1in Romance many times First updated 14 May 2016
You may also like
Slide 1 of 10
𝐔𝐒𝐑𝐈 𝐘𝐔𝐒𝐑𝐀 cover
Asraar  cover
تیرا عشق میری زندگی ( ✔Completed) cover
Hasad kay baad Malal ( Mukamal complete) cover
Muntazir مَنتظِر cover
Aab-e-Hayat cover
Sazaye  ishq. سزائے عشق  Completed ✔️ cover
أنا اعشقك يارياني. .. cover
جميله  بقلم الشيماء محمد cover
حب فى السر ( ريم و كريم ) cover

𝐔𝐒𝐑𝐈 𝐘𝐔𝐒𝐑𝐀

49 parts Ongoing

𝐍𝐨 𝐩𝐚𝐫𝐭 𝐨𝐟 𝐭𝐡𝐢𝐬 𝐩𝐮𝐛𝐥𝐢𝐜𝐚𝐭𝐢𝐨𝐧 𝐦𝐚𝐲 𝐛𝐞 𝐫𝐞𝐩𝐫𝐨𝐝𝐮𝐜𝐞𝐝, 𝐝𝐢𝐬𝐭𝐫𝐢𝐛𝐮𝐭𝐞𝐝, 𝐨𝐫 𝐭𝐫𝐚𝐧𝐬𝐦𝐢𝐭𝐭𝐞𝐝 𝐢𝐧 𝐚𝐧𝐲 𝐟𝐨𝐫𝐦 𝐨𝐫 𝐛𝐲 𝐚𝐧𝐲 𝐦𝐞𝐚𝐧𝐬, 𝐢𝐧𝐜𝐥𝐮𝐝𝐢𝐧𝐠 𝐩𝐡𝐨𝐭𝐨𝐜𝐨𝐩𝐲𝐢𝐧𝐠 𝐰𝐢𝐭𝐡𝐨𝐮𝐭 𝐭𝐡𝐞 𝐩𝐫𝐢𝐨𝐫 𝐰𝐫𝐢𝐭𝐭𝐞𝐧 𝐩𝐞𝐫𝐦𝐢𝐬𝐬𝐢𝐨𝐧 𝐨𝐟 𝐭𝐡𝐞 𝐏𝐮𝐛𝐥𝐢𝐬𝐡𝐞𝐫. 𝐓𝐡𝐢𝐬 𝐢𝐬 𝐭𝐡𝐞 𝐰𝐨𝐫𝐤 𝐨𝐟 𝐟𝐢𝐜𝐭𝐢𝐨𝐧.𝐀𝐥𝐥 𝐂𝐡𝐚𝐫𝐚𝐜𝐭𝐞𝐫𝐬, 𝐩𝐥𝐚𝐜𝐞𝐬 𝐚𝐧𝐝 𝐞𝐯𝐞𝐧𝐭𝐬 𝐚𝐫𝐞 𝐚𝐥𝐥 𝐜𝐫𝐞𝐚𝐭𝐞𝐝 𝐟𝐫𝐨𝐦 𝐀𝐮𝐭𝐡𝐨𝐫'𝐬 𝐢𝐦𝐚𝐠𝐢𝐧𝐚𝐭𝐢𝐨𝐧. •• 𝕳𝖚𝖘𝖓𝖆 𝕳𝖚𝖘𝖘𝖆𝖎𝖓•• 𝕭𝖊𝖑𝖑𝖆 ا𝕳𝖆𝖓𝖆ا