Mehfil
  • Reads 375
  • Votes 50
  • Parts 17
  • Reads 375
  • Votes 50
  • Parts 17
Ongoing, First published Sep 25, 2018
Jadoo si hai yeh baatein,
muskuraahaton ke jholi, khwaabon ki ek goli, pyaar ki katori, dil ki woh dori.....

Sukoon ke saans hai lafz,
dard ke sitaare, gumsum si yeh raatein, aansuon ki baarishein, juzzbaaton ke andhere.....

Raaz bhi hai woh alfaaz,
dhadkan ke yeh raftaar, khamoshiyon ke woh baatein, chaand ki bhi doori, akelepan ki yeh khayal....

Hai kuch aisi yeh baatein, har baat ki ek baat, har soch ki ek baat,
Har honth ki ek baat, har dil ki ek bat
Anokhi si baat, adhoori si baat, ankahi si baat, ansuni si baat........

Baton ki iss duniya mein, hum bhi tehre kisi baaton ke lafz pe, hum bhi khade kisi baat ke intezaar mein.....
All Rights Reserved
Sign up to add Mehfil to your library and receive updates
or
#30poems
Content Guidelines
You may also like
You may also like
Slide 1 of 10
Yaar! INDIAN Hu cover
Alfaaz cover
Taufa-e-shayri cover
Dil Ibadat  ( Completed)  cover
Samrakhi: Supportive husband ❤️(Completed) cover
Pyar ki kahani ✅ cover
Internet vala love ❤ ( Completed)  cover
Sidnaaz an emotion cover
Hope cover
Yeh rishta kya kehlata hai cover

Yaar! INDIAN Hu

167 parts Ongoing

ARRE, INDIAN HO? AGAR HAAN TO WELCOME AGAR NHI TO KAL-COME,MERA MATLAB EK BAAR DEKH KAR HASNE MEIN KYA BURAI HAI. YA DESI HO TO CHALE AANA. #1 India #1 Humour #1random #1zindagi #2dil #2 Desi #2 Funny |26.4.2020|