Mashoor-e-badtameez.... Arish Rizwan... Woh badtameez tha...... Na use baat karne ki tameez thi..... Na kisi se milne ki tameez thi.... Woh baron ki izzat nahi karta tha.... Woh mun phat tha... Ya phir.... Woh man ka moji tha..... Woh har kisi se garamjoshi se nahi milta tha.... Woh sirif unki izzat karta tha jo uski nazron main izzat ke kabil the... Woh hak baat bolta tha..... Lekin zamane ne use Badtameez karar diya tha... Woh jo bhi tha... Muashre main ese logon ko badtameez kehte hain... Woh Mashoor-e-badtameez tha.... Woh Arish Rizwan tha.....