Yun toh kaha jata hai ki humei apne Jeevan mei ek hi lakshya hona chahiye tabhi jeevan mei safalta milti hai.. Iss kahani mei hum ek aise ladke ki baat karenge jiska lakshya har dusre din badal jata hai.. Aab dekhna ye hai ki kya isse Jeevan mei safalta milti hai ya ye Yun hi bhagta reh jayega