Halat
  • WpView
    Reads 36
  • WpVote
    Votes 2
  • WpPart
    Parts 2
WpMetadataReadOngoing
WpMetadataNoticeLast published Wed, Feb 17, 2021
Kisi ke liye dil mein mohabbat ya nafrat ek dum se paida nhi ho jati . Kuch choti choti baatein hoti hai kich khwab hote hai kuch ehsasat , hote hai .. jo insaan ke dil ko ye yakeen dila deti hai ki kis se hume mohabbat hai ya kisse hume nafraat . Kya pta apko phele jisse bhut mohabbat ho ussi dil mein nafraat bhar jaye ..ya jisse nafraat hoti ussi se mohabbat ho jaye . Ye sb dil ke fesle hai .. jo allah ki raza se chlte hai ... Yeh kahani hai samreen ki jo ki delhi ki ek kafii badi building mein working hai . Uski personal life or professional life ek dusre se itne alag hai ki uske co worker soch bhi nhi skte ki uski personal life kesi hogi ya kesi life wo bachpan se jitti aayi hai ... Prr uski zindagi mein kuch esa bhi tha jiske raazdaar chnd log hai usme kisi ko kuch to kisi ko kuch pata hai pura raazdar to ya to wo khud hai ya uska allah .... Hii guys this is my very first story so please show some love If i am wrong anywhere please correct me . Pure dil se unka isteqbal jo advice dein... but don't criticism To dekhte hai esa kia raaz hai . Jisne usse mayoos bna dia hai ... or wo kon hai jisse samreen beinteha mohabbat krti thi ya beinteha nafrat ....
All Rights Reserved
#6
sadstory
WpChevronRight
Join the largest storytelling communityGet personalized story recommendations, save your favourites to your library, and comment and vote to grow your community.
Illustration

You may also like

  • Marked by the Mafia
  • NAWAZISHIEN❤️
  • Manan OS Collection
  • Family : Always For You
  • Behaddh
  • IKHTIYAR🔥
  • जवान लड़की की प्यास दो अंकलों ने बुझाई
  • वहां आकाश और है: आकाश और मानसी के बीच कौन सा रिश्ता था?
  • Gustakhiya 🔥
  • ANIDITA - SAILING WITH YOU !!!

"Kunal ke liye Swara sirf ek mohabbat nahi... wo ek obsession hai. Har ek muskaan, har ek harqat, har ek saans jo uski zindagi me guzarta hai, Kunal ke dimaag aur dil me bas ek naam ke saath ghus jaata hai - Swara. Ye sirf desire nahi, ye ek aisi chah hai jo kabhi khatam nahi hoti; kabhi romancing lagti hai, kabhi dangerously controlling. Jab Swara uski nazar se door hoti hai, Kunal ka dil ek ajeeb si chingari ke saath dhadakta hai, aur wo jaanta hai ki uski duniya me Swara ke bina ek pal bhi adhoora hai. Uska obsession passionate hai, possessive hai, aur kabhi kabhi itna overwhelming ki sirf uske aas-paas rehna hi Swara ke liye khatra ban jaata hai." ***********************************************************

More details
WpActionLinkContent Guidelines