"Waada karo ki tum humesha mere saath rahogi." "Humesha saath rahna ka waada toh nahi kar sakti magar humesha saath nibhane ka waada zaror karti hon." "Promise?" "Promise. _________________________________________ "I hate you Arhaam!" Sara na jane se pehley palat kar ussey kaha "Feelings are mutual! No wait . I hate you more!" Arhaam hansa tha _________________________________________ "It's because of him isn't it? You are leaving everything behind because of him! You leaving Me behind because of him!" Ibrahim ke haari hui nazrien Sara ke ansoun se jhalaktey hue nazron se mile thi. "Yes, that's because of him" "You love him?" "Maybe...." _________________________________________ "Tumhry jane ke gam mein mere maa mujh par Ayat ul kursi parh na bhool gayi. Warna jab kabhi bhar jata ho wo parh ke daam karti hai." Arhaam na bike par charhna se peheley Sara ko helmet pehnatey huwa kaha tha. "Mujhey kyun pehna rahe ho?" Sara na hairan ho kar ussey pocha tha. "Kyun ke your safety is my safety." Helmet ko usske sar par set kar ke ussna muskaratey huwa jawab dia "Mujhey nahi ati Ayat ul Kursi warna mein bhi parh ke tum par phukti.." Sara sharminda se hoti Arhaam ko bata rahi thi "Iss mein konse bari baat hai,mein parh ke dam kar deta hon." Uss na maan he mann mein Ayat ul Kursi parh kr Sara par daam ke jis par Sara khush hoti hui muskarayi thi par kch kaha nahi. "Ab chale?" "Hai." _________________________________________ "Jane se pehley ik waada karo,ke kabhi laut ke wapas nahi aao gey." "Mein Waada karti ho. Jab tak tum khud mujhey nahi aana ka nahi kahogey main wapas nahi aaogi." __________________________________________ Okay so here are some sneak peaks into the story. The story is about Promises, friendship,love,laughter,adolescent,suspense,thrill,tears,happiness,revenge,hope,and of course about life. I hope you'll enjoy the journey of Sara,Ibrahim' and Arhaam because they are gonna make you laugh and cry at same time. Let's gets started!
12 parts