Ishq_e_kamil (Completed✅)
  • Reads 347
  • Votes 28
  • Parts 1
  • Reads 347
  • Votes 28
  • Parts 1
Complete, First published May 20, 2020
Ye arhaan or manahal ke ishq ki dastaan hai. . ........
Ishq saccha wahi jisko milti nahi manzilen......

Ishq ki raaah pe chalne na hi itna asan hai  or na hi ye safar kabhi khtam hone wala hai...

 Jo is jahan me nahi milte..wo us jahan me zarur milte hai jo har chiz se paaak hai....

 Manahal jise rango se ishq tha.uski sanse ishq ke surkh rang me ulajh kar rah gayi.

 Arhaan jise manahal se ishq tha..usne uske ishq ke surkh rang ko hamesha ke lea sambhal kar rakha tha... Qki arhaan par manahal ki har khwahish puri karna farz tha. Arhaan uski ankho me dekhte hue zazb se apni mohabbat ka yaqeen dila raha tha.. Manahal arhaan ke ishq me dub rahi thi..dubti ja rahi thi....hameshaa ki tarah......

(Mene kuch din pahle ye post ki thi bt mujhse ye galti se dlt ho gayi thi....now m posting this again.......
Plz gyus show ur support nd love ❤😘tht only i need...)
All Rights Reserved
Sign up to add Ishq_e_kamil (Completed✅) to your library and receive updates
or
#21poetry
Content Guidelines
You may also like
Sazaye  ishq. سزائے عشق  Completed ✔️ by frozenRose3112
80 parts Complete
Sazaye ishq 1 ( completed✔️) Sazaye ishq 2 ( completed)✔️) Sazaye ishq ,jazaaye shabaab hasti asst Nigaar e yaar , figaar e jigro masti asst Visaal e yaar , jamaal e rukh o lub tishna Hijr e yaar , hijr e giraa'n ba hasti Ishsq... Ek aisi larki ki kahani jo baaqi har larki ki tarhaan apni zindagi ek azaad panchhi ki tarhaan guzaarna chahti thi. Par ek haadsay ne us say us ki sub khuahishain chheen lien , aur uskay har khuaab ko ek bura khuaab bana diya. Par paanchh saalon baad us ka maazi uskay saamnay aa jaaye , to wo kya karay gi. ? .......................... " main tumhain phir se keh raha hoon Ayat doosaray larkon se ghulna milna bund kardo .. Mujhay pasand nahi hai ye sub" mateen ne gussay se Kaha. " mujhay jo karna hai main wo karoongi , tum hotay kon ho mujhay roknay walay aur chhoro mera haath " Ayat ne uske haath se apni kalaayi chhurane ki koshish ki lekin mateen ki giraft aur mazboot ho gayi aur usnay apna doosra haath Aayat ke pichhli gardan pe rakh kar usay apni taraf kheencha . Ab unke darmyaan kucch hi inches ka faasla tha aur Ayat apne chehre par uski saansain mehsoos karne lagi. Aayat ki aankhon main khauf ki lehrain bhar aayi thien. Wo heraangi se Mateen ki shola baar aankhon main dekhnay lagi. "Tum sirf meri ho Ayat .... Sirf meri . Aur agar aainda mainay tumhain Haadi ke saath dekha ... Tum soch bhi nahi sakti ke main kis had tak jaa sakta hoon" Mateen ne gehri awaz main ek ek lafz daba kar kaha tha aur Ayat saktay ki si kaifiyat main aa gayi thi. Ye Keh kar wo usay wahien saktay ki haalat main khara chhor kar waapis chala gaya.aur wo wahien usay jaata dekhti reh gayi. ..................,,,,,,,,........... Ek aisay ishq ki kahani jis main ek Aashiq ne apni hi mohabbat ko barbaad kardia Humari urdu/hindi ko ek moqa dain #sazayeishq #rukhsar048 #missiondesi Highest ranking #1 in General fiction #1in Romance many times First updated 14 May 2016
You may also like
Slide 1 of 10
عشقِ زار cover
محبت ہوگئی آخر cover
Muntazir مَنتظِر cover
Sherbano  cover
Sazaye  ishq. سزائے عشق  Completed ✔️ cover
Dil-e-Aashna cover
جميله  بقلم الشيماء محمد cover
Aab-e-Hayat cover
"Wajah Tum Ho" (Completed ) cover
AATISH-E-ISHQ cover

عشقِ زار

76 parts Ongoing

یہ بارگاہِ عشق ہے، بے خوف ہوکے آ....