Neendein to Aaaj bhi udati Hai Teri yaad Teri har wo baat Ki Rhenge hamesha sath Mana sath humne chorda Lekin tune Wada bhi to Toda Bolke Krunga wo sab sath rhena ke liye thik jo galat Hai Bht Intezaar kia iss din ka Aaj bhi krte hai Bht maafiyan Di Lekin tune hamesha har galti ki safaiyan Di Bht mauke Diye Lekin tune sirf dhoke Diye Jana Pada Majboori thi Ek waqt pae mai Tere liye bht zaroori thi Yaad aata Hai Tera wo baahoon mei bharna Door Jake kareeb aana Ladke fir manana Apne hatho se khana khilana Sab Acha to tha kyu kiya tumne aise ki Dooriyan baadgyi Kabhi kabhi to bin Piye bhi chaddgyi Sath to nhi aapaeygne Na Jane kab tak khudko yu tadpayenge. Neendein to Aaaj bhi udati Hai Teri yaad Teri har wo baat.All Rights Reserved
1 part