Special issue of women

Special issue of women

  • WpView
    Reads 66
  • WpVote
    Votes 1
  • WpPart
    Parts 1
WpMetadataReadOngoing
WpMetadataNoticeLast published Tue, Jun 16, 2020
Asslamo alikum Umeed hai ke aap sabhi log khayriat ke sath honge .. 😊😊 Ye jo book likha gaya hai jiska naam (Special issue of women ) hai is ki shruwaat girls ki ke kuchh aham masail se shuru ki gayi hai , aur tamaam masail ko shuru karne se pahle kuchh cheezon ki definitions dedi gayi hai , misaal ke taor pe ( Farz , Wajib , sunnat , mandoob , mobaah , ) ki definitions hain take aap samhaj saken tamaam definitions ko , take age tamaam masail samhajne me asani ho ....... Is book ko bilkul asaan words ke sath likha geya hai , take aap tamaam masail ko asani se samhaj saken , agar koi urdu ke bhari word istemaal kiya geya hoga to uske baad us word ka english me bhi taranslate kar diya geya hai , take aap ko asani se baat samhaj me aajaye , ...... Aur jin masail ka samhajna mushkil hota hai , us masle ko alag se bhi samjha diya geya hai , take aap ko kisi bhi tarah ki koi bhi problem nahi ho , aur aap bilkul asani ke saath is book ko padh saken , aur sath hi samhaj saken ........ Is book me aksar masail likhne ke baad us masle ka evidence bhi dediya geya hai , take aap ko book padhne me dilchaspi ho , aur trust ho ...... Aur is book ke aksar masail ( Aala hazrat imaam- Ahle sunnat Ahmad raza khan fazile bareilly rahmatullah alaih ) ki books se liya geya hai , take kisi bhi shaks ko kisi bhi tarah ki pareshani na ho ........ 🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹 .................................
All Rights Reserved
Join the largest storytelling communityGet personalized story recommendations, save your favourites to your library, and comment and vote to grow your community.
Illustration

You may also like

  • Gustakhiya 🔥
  • Manan OS Collection
  • Marked by the Mafia
  • NAWAZISHIEN❤️
  • जवान लड़की की प्यास दो अंकलों ने बुझाई
  • वहां आकाश और है: आकाश और मानसी के बीच कौन सा रिश्ता था?
  • Family : Always For You
  • ANIDITA - SAILING WITH YOU !!!
  • IKHTIYAR🔥
  • Behaddh

Zeher vekh ke peeta te ki peeta Ishq soch ke keeta te ki keeta Dil de ke dil lain di aas rakhi Pyar soch k keeta te ki keeta There is a fine line between obsession and passion And they ...well they have something between ..... between like and hate Between love and lust Between hunger and power Between trust and respect

More details
WpActionLinkContent Guidelines