Qubool Hai
  • Reads 1,831
  • Votes 111
  • Parts 13
  • Reads 1,831
  • Votes 111
  • Parts 13
Ongoing, First published Dec 08, 2020
"Qubool hai." Ik ansoun girra tha,uss kagaz par jis kagaz par wo kise aur ki likhe gye thi.

__________________

"Qubool hai." do shabd aur wo usski hogyi. Jo ussna kiya wo galti nahi gunnah tha aur uss gunnah ke avaz ussey toofa main wo mili thi. par shyed ya baat wo bhi jaanta tha key ya paana nahi, asal main khoona tha.

__________________

"Ya mere saath aesa kaise kar sakte hai baba? Meri maruim ko kise aur ke hawaley kaise kar sakte hai?" 

wo ghootno ka bal girta,toot ka bhikra tha.

____________________

"Koi paa kar roya tha,
 koi haar kar ashk baha raha tha. 
 Ya junoon e ishk bhi aesa tha,
 ka haar shaks jaal ka
 iss main roya tha."


)Teen zindagiya, ik kahani. 
kaun jeetaga, ishq ka baazi?
All Rights Reserved
Sign up to add Qubool Hai to your library and receive updates
or
#71urdu
Content Guidelines
You may also like
Sazaye  ishq. سزائے عشق  Completed ✔️ by frozenRose3112
80 parts Complete
Sazaye ishq 1 ( completed✔️) Sazaye ishq 2 ( completed)✔️) Sazaye ishq ,jazaaye shabaab hasti asst Nigaar e yaar , figaar e jigro masti asst Visaal e yaar , jamaal e rukh o lub tishna Hijr e yaar , hijr e giraa'n ba hasti Ishsq... Ek aisi larki ki kahani jo baaqi har larki ki tarhaan apni zindagi ek azaad panchhi ki tarhaan guzaarna chahti thi. Par ek haadsay ne us say us ki sub khuahishain chheen lien , aur uskay har khuaab ko ek bura khuaab bana diya. Par paanchh saalon baad us ka maazi uskay saamnay aa jaaye , to wo kya karay gi. ? .......................... " main tumhain phir se keh raha hoon Ayat doosaray larkon se ghulna milna bund kardo .. Mujhay pasand nahi hai ye sub" mateen ne gussay se Kaha. " mujhay jo karna hai main wo karoongi , tum hotay kon ho mujhay roknay walay aur chhoro mera haath " Ayat ne uske haath se apni kalaayi chhurane ki koshish ki lekin mateen ki giraft aur mazboot ho gayi aur usnay apna doosra haath Aayat ke pichhli gardan pe rakh kar usay apni taraf kheencha . Ab unke darmyaan kucch hi inches ka faasla tha aur Ayat apne chehre par uski saansain mehsoos karne lagi. Aayat ki aankhon main khauf ki lehrain bhar aayi thien. Wo heraangi se Mateen ki shola baar aankhon main dekhnay lagi. "Tum sirf meri ho Ayat .... Sirf meri . Aur agar aainda mainay tumhain Haadi ke saath dekha ... Tum soch bhi nahi sakti ke main kis had tak jaa sakta hoon" Mateen ne gehri awaz main ek ek lafz daba kar kaha tha aur Ayat saktay ki si kaifiyat main aa gayi thi. Ye Keh kar wo usay wahien saktay ki haalat main khara chhor kar waapis chala gaya.aur wo wahien usay jaata dekhti reh gayi. ..................,,,,,,,,........... Ek aisay ishq ki kahani jis main ek Aashiq ne apni hi mohabbat ko barbaad kardia Humari urdu/hindi ko ek moqa dain #sazayeishq #rukhsar048 #missiondesi Highest ranking #1 in General fiction #1in Romance many times First updated 14 May 2016
You may also like
Slide 1 of 10
جميله  بقلم الشيماء محمد cover
Aab-e-Hayat cover
بين نارين cover
Muntazir مَنتظِر cover
AATISH-E-ISHQ cover
Mohabbat Ki Khatir cover
Sherbano  cover
Sazaye  ishq. سزائے عشق  Completed ✔️ cover
Dil-e-Aashna cover
عشقِ زار cover

جميله بقلم الشيماء محمد

26 parts Complete

بقلم / الشيماء محمد ( شيموووو)