Milan - Ek adhuri prem gatha ka ant
14 Bagian Sedang dalam proses "Mohabbat ke rang mein rang chuki thi taqdeer,
Dushmani se shuru hua ek anokha safar aasir,
Toote the rishton ke taar, par dil na har mana,
Bikhri thi kahani, magar ishq phir bhi sajana.
Guzre dukhon ke saaye, phir khile sapno ke phool,
Jud gaye do dil, jo kabhi the ek doosre se door,
Sitaare bhi jhuke, jab mohabbat hui raushan,
Aur ab ek nayi subah, naye jeevan ka aangan.
Jo kabhi the nafrat ke kaidi, ban gaye ek dusre ki jaan,
Pyaar ki har ek parchaayi ne likha ek naya afsaan,
Ab sirf ishq hai, na koi dukh, na koi faasla,
Sumedh aur Mallika ki kahani-ek amar prem granth ka masla."