Hello 1997
  • Reads 415
  • Votes 124
  • Parts 8
  • Reads 415
  • Votes 124
  • Parts 8
Ongoing, First published Aug 06, 2021
School life ka Naam sunte hi sabse pehle kya yaad aata hai apko? Maths teacher ki chari ki maar, ya diary mein dabe gulaab sa masoom pehla pyaar. Sardiyon mein school ki chhat par doston se gapshap ya school ke annual function ke liye din raat ki gayi mehnat.

Vaise to is kahaani ke kai kirdaar hain- apni hi duniya mein khoyi rehne wali Sonu, baat baat par chidhne wala uska dost Mohit aur shaant, har baat ko apne dil mein dabaye rakhne vala Rajat...lekin is kahaani ka hero hai 1997 ka saal. To kursi ki peti baandh lijiye aur chaliye hamare saath is safar mein...

©️All Rights Reserved
All Rights Reserved
Sign up to add Hello 1997 to your library and receive updates
or
#6indianauthor
Content Guidelines
You may also like
KAHAN HUM KAHAN TUM | INDIAN MYG FF by his_mercyisnew
18 parts Complete
Min Yoongi aka Suga as Yash Maheshwari The reader aka Y/n as Mishti Agarwal Mishti Agarwal television ki duniya ka ek bada naam... Yash Maheshwari medical science ki duniya ka ek bada naam... Mishti besabri se apne sacche pyar ka intezaar kar rahi hai... Yash besabri se apne pehle pyar ka intezaar kar raha hai... Mishti dusre mauke mein yakeen rakhne waali ek ladki hai... Yash duesre mauke mein yakeen na rakhne wala ek ladka hai... Mishti ka past uska peechha nahi chhod raha... Yash apne past ko jaane nahi de raha... 26 September ki wo raat jab bhi Mishti yaad karti hai to use sirf ek hi chehra nazar aata hai aur wo ladki yaad aati hai... 26 September ki wo raat jab bhi Yash yaad karta hai to use sirf ek hi chehra nazar aata hai aur wo hadsa yaad aata hai jisko wo janna chahta tha par jaan hi nahi paya... Yash aur Mishti ek aisa past share karte hain jiske baare mein wo dono hi anjaan hai... Kya hoga jab ye 2 log jo ek dusre se itne alag hain, inko aapas mein pyaar ho jaaye? Kya hoga jab inhe 26 September ki us raat ka raaz pata chalega? This is a story that is very similar in plot and name to the famous indian soap with the same name "KAHAN HUM KAHAN TUM". While binge watching that, I imagined the scenes with Yoongi, so I decided to write this fanfiction. I hope the fans of the serial will not hate it and will support this. Thanks. Sending love to all armys out there❤️‍🔥. Cover By- @his_mercyisnew Story By- @his_mercyisnew START DATE : 1 DECEMBER 2022 END DATE : 14 DECEMBER 2022
You may also like
Slide 1 of 10
एक किस्सा - My 1st love cover
Seatmates 💘 cover
Moran Love ( OS , TS AND SS ) cover
HUMARI LOVE STORY |  INDIAN KTH FF cover
Manmuradein |✔️ cover
पुरानी चुत से चुदाई यात्रा की सुरुआत cover
DARE TO LOVE | INDIAN JHS FF cover
TMKOC in PARALLEL UNIVERSE 🌎 cover
KAHAN HUM KAHAN TUM | INDIAN MYG FF cover
Billionair's obsession  cover

एक किस्सा - My 1st love

29 parts Complete

ड्राइवर - अक्सर ये सुनते ही दिमाग में एक बुरी सी तस्वीर उभर आती है,कभी कोई सोच ही नही पाता कि ड्राइवर भी इंसान,एक अच्छा इंसान भी हो सकता है . . ! और लव स्टोरी . . ? ? लव स्टोरी तो हो ही नही सकती क्यों . . ? ? ये सच नही है दोस्तो,बस यहीं बता सकता हूं,एक बार अर्जुन कि स्टोरी पढ़िये और खुद तय कीजिये. . . ! आपके कमेंट्स का इंतजार रहेगा . . !