Likhne ki aadat toh nahi hai par kabhi kabhi dil halka karne ke liye likh hee dete hai hum.. Aasal mein kehne k liye bahut kuch toh hai par alfazz nahi hai unko bayaa karne ke liye. Jitni koshish hum apne aap ko kholne ke liye karte hai utna hee hum aapne aap ko khoone laagte hai aapne hee banaye huye iss duniya meh!! Kabhi koye mila hee nhi hume jiske samne hum bejhijhak apni saare baatein bata paye bina kisi 'judgement' ke daar se usko apni baatein bata paye.. Par kya hai nah koye aapna mile na mile, par khud se jyada apna iss duniya meh koye kabhi nah tha,nah hai ,nah kabhi hoga.. Issliye humne thaan le liya koye ho nah ho mere saath,meh zaroor rahungi 'aapne' sath.. Ussi wakt se humne apni saari baatoo ko diary meh likhna start kar deya aur khud se khud ki baatein karne lagi...' ------------------------------------------------------ Aur kabtak kabtak intezaar karenge hum aapka... Hum toh aapke wade ko abhi bhi aachi tarah se nibha rahe hai.. Nah media walo ko aapke bare meh baateye... balki apni Maa se bhi aapke bare meh chupaye rakhe hai... Kabhi kisi ko pata hee chalne nahi deya ki aap kitne maayne rakhte hai humari iss zindagi meh... Bahut pyaar karte hai hum aapse.. ---------------------------------------------------------- Aap humse pyaar karte hai nah!?' 'Haan ji! Aur woh bhi beintehaa' She hugged him tightly... 'I love you!' 'I love you too!'