PHIRSE MILEGE HUM🍁CHAPTER 2
41 parts Ongoing Mature🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Aadhure kissaye ki
Ik naya safar main
Nayi kahaani.
Kya hoga is kahaani main do toote dilo ka milaan?
Kya hoga is kahaani ka haseen anjaam?
Kya laut aayi hai Haseena ka dewaani?
Ke koi aur ban ke aaya hai uski parchaai?
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Kuch harf mere naam ke hai
Kuch harf tera naam ke mila hai
Kuch dard tere hai
Kuch karz mera bhi baki hai
Main tujhe aadhura likh gaya
Ab maukaaml tujhe karna hai
Manana humne ke hume
Phirse mila zaroori hai
Lakin tab tak
Tujhe bhi toh
Sataana zaroori hai
Yeh meri bhi majboori hai
Aur teri bhi kuch kamzoori thi
Ke joh hue hum judaa
Magar phir bhi mila
Ab tujhse zaroori
Na jaane kyun?
Kahaani ab bhi
Teri meri adhuri hui
Kuch wada ab bhi
Mere aadhure hai
Kuch sapane tere bhi
Aadhure hai
Joh main mukaaml
Ek panaye par na kar paya
Tab he toh ab milna
Tera mera
Phirse zaroori hai
Sach kehta hoon
Phirse Milege Hum
Bus kuch paano ki
Toh ab doori hai.........
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Sequeal of #PhirNaMileGaHum.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁