Meethe Ehsaas Jeena hai ya marna, yeh nahi jante hum… Jaante hai, to bas itna..ki tere beena nahi rahe sakhte hum, Dil bolo ya jaan tum ho kuch kassh ki Zindagi ki har saas se ho tum Tum toh who hi ho jisne haasya aur Muskan di hai mujhe—aur kya bollon kya ho tum Na ho yaar mere, na ho pyaar mere… Ek dosti ka sabaak ho tum… Dur hokar bhi sath ho…aur Ab to taanhaiika ayesa bhi nahi hai Ho mere aanjane tum…jo Aanjan ho kar bhi aapne se ho Aanjan hokar bhi meri jaan hai Ek naam diya hai tumko… Sach main use naam ke hakdar ho tum… Masoom se ho pyaare se ho Jisko pyaar kare sab kuch ayse hp Kese karoon khuda ka shukriya… Jisne delaya hai sath tumara… Ek Aarzoo puri hoyi to ab dosri shru hoyi hai Haan yeh sach hai, nahi jaante hum ki Jeena hai ya marna…jante hai Bas itna chate hai sath tumara… Na pyaar banke, na piya banke… Dosti ki “versha” karlo hum pe… Toh shukar guzaar rahe gaye hum shdaA~!