Story cover for Aab-e-Hayat by your_randomreader
Aab-e-Hayat
  • WpView
    Membaca 133,817
  • WpVote
    Vote 5,465
  • WpPart
    Bab 74
  • WpView
    Membaca 133,817
  • WpVote
    Vote 5,465
  • WpPart
    Bab 74
Lengkap, Awal publikasi Mei 15, 2023
Aab e hayat in roman Urdu. All rights are reserved to the authors. I am just trying to make the novels reach the audience who'll love to read this novel but can't read in Urdu Language.
Seluruh Hak Cipta Dilindungi Undang-Undang
Daftar isi
Daftar untuk menambahkan Aab-e-Hayat ke perpustakaan kamu dan menerima pembaruan
atau
#40lovetriangle
Panduan Muatan
anda mungkin juga menyukai
Hasad kay baad Malal ( Mukamal complete) oleh Gudaii
32 bab Lengkap
" Beta Zarak Suliman vild Umar Suliman ap ka nikah Izzah Naeem binti Naeem Ahmad kay sath 5 tola sona Raij ul waqt kay tay pata hai kya ap ko qubool hai ?"Zarak Izzah ki taraf dekh raha tah. izzah ka sar jhuka huwa tah . Chehray Izzah ki taraf ki ay huway hi Zarak nai jawab diya " NAHI" izzah nai ek dam sar uthaya tah. Zarak ki taraf dekha tah . surkh jhali walay dupatay kay neche bhi Zarak woh Andaz samjh sakta tah. woh Izzah ka chehray ko par sakta tah. Woh anso jo shukar kai hotay hai izzat kai sath maa baap kay ghar se vida honay kay hotay hai. woh anso badal ga ay thay. jagah wahi thi. log wahi thay. Chehra wahi tah. ansowo ki wajah badal gayi thi... be yaqeeni . be atbari. jhutla ay janay ka ahsas... Boht kuch tah un ansowo mein. char saal pehle jo shikayat kar rahi thi wo ankhay dado ki mout par wahi shikayat thi gila tah be atnai ka ...... " 50 tola sona raij ul waqt mein qubool hai " Zarak nai izzah ki taraf dekhtay huway jawab diya . Izzah nai ankho ko zor se band kiya tah kuch lamho kay liyah. izzah nai Sar jhukaya aur chehra dosrintaraf kiya tah Zarak muskuraya tah yeh do sisters ki kahani hai. jin mein zameen o asman ka farq hai.... aur asal kahani in kay betay ki hai... jo kay ek larki se srf ese waja se shadi karta hai q k wo us kai baap ki marzi hoti hai aur woh asal mein apnay baap ko azeyat dena chahta hai.. lekin es baat se bekhabar kay wo us larki ko khud se bad zan kar raha hota hau jis se anqareeb wo muhabbat karnay lagay ga.... join me .... for the climax.
anda mungkin juga menyukai
Slide 1 of 9
Mujhe Tumse Aqeedat Hay | J.Series | cover
خواب گاہ  cover
حب فى السر ( ريم و كريم ) cover
Sherbano  cover
Aab-e-Hayat cover
Asraar  cover
Hasad kay baad Malal ( Mukamal complete) cover
جميله  بقلم الشيماء محمد cover
Meri Chahat cover

Mujhe Tumse Aqeedat Hay | J.Series |

44 bab Lengkap

« A Spiritual Romance , Sequel to Deewaar » **Maahrit Azaan aur Huzbaan ki beti, kiss tarah follow kregi apne dreams ko aur kya woh kbhi ye jaan payegi ke usse apne khwab ko chor ke apne maa baap ka khwab poora krna hoga ... !? Maahrit apni maa se bilkul mukhtalif ek magribi larki hay jisse apne riwajon se aur apne mazhab se koi khaas lagao nahi hay, woh ek azaad khyaal, self made aur independent lrki hay. 22years,law ki student magar iska khwab showbiz ki dunya mai ek mashoor actress bnne ka hota hay. Aur kya Maahrit apne baap ki trah hi ek jinn hay ya normal insan? **Zulaym Ek naikdil,mashriqi lrka jo apne career ko snwarne ke liye apne waldain ki duaon ke sath bairoon-e-mulk rawana hota hay jahan pr uski zindagi ka rukh ek nayi raah ki traf murr jata hay jb uski mulaqat Maahrit se hoti hay. 21yrs,law ka student ussi university se jahan Maahrit bhi law prh rhi hoti hay. Lekin jab inki rahain ek hojati hain to waheen pr dono ki manzil juda ho jati hay... Aakhir aese kya hota hay? Jab raaste ek hain tw manzilain alag kese? HIGHEST RANKED: #6 in Romance #Mujhe Tumse Aqeedat hay | J.Series |