Chahat ek wo word hai jo har insan k andar hoti hai, ham kisi na kisi cheez ko chahte hi hai , chahe wo jameen ho ya aasman, mohabbat ho ya safalta ki manzil ya koi or cheez. Ye chahat doston kabhi khatam nhi hoti ye wakt k sath or gehri hoti jati hai . Aisi hi kahani hai "CHAHAT"! Jo ek ladki ki hai , uska naam "EZA" hai ye kahani Eza ki chahat ke upar likhi gayi hai , ki wo kya chahti hai or use kya milta hai .All Rights Reserved