Yn:- mr. Perfect.... asliyat mein kisse kahenge sweta?
Sweta:- jo har chiz mein acha ho
Yn:- jaise?
Sweta:- jaise padhai mein... Games mein look wise behaviour har chiz mein aage, jisse sab pasand kare.....jo har ladki ka dream boy ho...
Yn:- iska matlab tahir ji hi humare mr perfect hai...
Sweta:- ye nhi sudhregi...
Tahir vyas naam toh suna hi hoga? Nhi suna toh ab sun lijiye kyuki agar yaha tak aaye hai toh ye naam toh apne aap yaad ho hi jayega ..... anyways some important things about TAHIR VYAS is kehne ko college ka sbse popular ladka.... Har chiz mein sabse aage chahe vo games ho ya padhai ya fir hum looks ki baat bhi karien toh sbse aage khade milenge humare ye tahir ji... College ke alawa jaha bhi ye jaate hai waha ladkio ki line lag jati hai.... Looks ki line mein agar tahir sbse aage hai toh humari pyari YN unhi ladkio ki line mein shayad se 1000000th number pr khadi hogi jo tahir ke liye hai.
Yn ki mr. Perfect ki definition ke hisab se TAHIR VYAS hi uska mr. Perfect hai....
Pr kya hoga agar ye defination hi galat ho jaye toh?
Kya hai mr. Perfect ki asli definition ya yu kahe kya sach mein tahir vyas ek mr. Perfect hai?
Janne ke liye padhiye MR. PERFECT a story holding lots of dark secrets with a beautiful love stories, self perection, realisation of real love and It emphasizes the beauty of embracing imperfections and the importance of being open to love in unexpected forms.
"In the mafia, silence is golden-but every secret has a price that must be paid."
Story by @soebarahman