"Apni galatiyaan dhoarane ke aadat nahi hain muzhe...par maine apni ek galati ko vapas dhoaraya....pyaar karne ke galati... par is baar ke yeh galati meri zindagi ke sabse khubsurat galati baan gayi hain" "Meri ek galati....us galati ne meri zindagi badal dii...samjha nahi aa raha acche keliye ke bure keliye...us galati ne muzhe bandh diya hain....ek aise rishte main jho duniya keliye bhaut khubsurat hain par mere liye jakham baan gaya hain aisa jakham jho bhar he nahi raha" "Zindagi main akela padh gaya tha chahne vale bhaut the par chaht nahi thi....ek mod par sab kho diya aur us he ke saath kuch khone ka daar bhi chut gaya...par abh kisi se aise chahat hoon gayi hain ke us se khone se daarne laga hoon...jho jazbaat kho diye the unhe vapas mehsus karne laga hoon" "Us ne muzhe apne liye chinkar mere apno se muzhe dur kar diya....mere saare rishte aur un se jude saare jazbaato ko muzhe dur kar vho chahta hain main uske liye vho mehsus karu jho vho mere liye mehsus karta hain...uska pyaar junoon hain aur muzhe uske junoon se sirf daar lagta hain...vho meri mohabaat kabhi nahi baan sakta" "Pehli nazar ka pyaar sunane main bhaut ajeeb lagta hain....koi kisi se ek nazar main pyaar kaise kar sakta hain... maine bhi nahi socha tha jab tak us se mulakaat nahi hui thi....shyad koi connection tha hum dono ke bich yah fir kismaat...uski ankeh...Moti bhi utane sundar nahi hote jitni uski ankeh sundar thi...pehli he nazar main yeh dil haar betha" "Pyaar...bhaut chota word hain bolne keliye par us main jho emotions hote unhe log kabhi samjhte he nahi hain... koi kisi se ek nazar main pyaar kaise kar sakta hain....jab vho us se janta nahi kabhi pehle mila nahi....tho jarur us se us insaan se pyaar nahi hain uski khubsurati se pyaar hain" "Mere ishq ke koi hadh nahi hain...main uske liye kisi ko tabah bhi kar sakta hoon aur khudh tabah hoon bhi sakta hoon"