ye hai payal jiski life zebra ke color se bhi zyada boring hai aur wo ye baat janti bhi hai lekin wo kya hi kare wo isse bahar nikal hi nhi paati kuch new karna new seekhna jaise use aata hi na ho payal ki zindagi me ek cheez ki bahuttt kami hai aur wo hai magic jo hamara ye cute sa handsome sa bhooth hi kar skta hai wo kaise janne ke liye padhiye ( my romantic bhooth ) by shifa zehraa sirf Wattpad par
Mais detalhes