it is taken from the audiobook kashi ek Prem kahani written by priti tivari Kashi apne kamre mein so gayi thi tabhi abhay kamre /room mein bani balcony se uske kamre ke andar aa gaya. Vk soti hui kashi ko dekh kar vahi bistar ke pass ruk gaya. Vo uske hatho mein bandhi patti ko dekh kar uske pas kursi/chair par beth/sit gaya. "Sote hue kitni shant lagti hai na par hai nhi" abhay ne kashi ko dekh kar kaha. Vo bhethe bhethe kashi ko dekh raha tha tabhi kashi ki aankh khuli to abhay ki apne samne dekh kar vo nind mein boli "Ab yeh mujhe sapno mein bhi pareshan karenge" Tabhi usse lagta hai ki yeh uska sapna nhi hai to vk bister/bed se uth kar dur khadi ho gayi. Abhay usse bohot pyar se dekh kar muskura/smiling raha tha. Usse aise muskurate hue dekh kar kashi boli " Aap yaha kya kar rahe hai aur aap ander kaise aaye"
2 parts